Thursday, June 1, 2017

Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(banaye) Kare ?

Hello dosto aap to jante hi hoge blogger blog ke liye contact form page kitna jaroori hai. Blogger blog ke liye hi contact useful nahi hai balki sabhi blog ke liye contact form page jaroori hai. Contact form page ko apni site or blog me lagana nahut jaroori hai. Yisse apke visitor or traffic ko bahud profit hoga. Apko apne blog me contact from page ko add karne se yisiliye jaroori hai ki apke visitor apse se direct contact kar sakege.

Aj ham apko bayenge ki Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(banaye) Kare. Agar aap blogger par hai to aap bahut hi asani se apne blog me contact form add kar sakte hai. Apko agar hacking se bachna hai and blog ki secruity karna hai or blog ki traffic badane hai to aap contact form page ka jaroor use kare.

Agar aap apne visitors ki help kar chahte hai ya aap sochte hai ki apke readers ko koyi problem na aye or agar aap chahte hai ki apke visitor apse direct contact kar sake or apko apna mobile number and gmail nahi batana hai to aap apne blog me contact form jaroor add kare.
blogger-blog-me-contact-form-page-kaise-add-kare
To dosto ab apko pata to chal hi gaya hoga ki blog me contact form page hamare visiter ke liye or traffic ke liye kitna jaroori hai. Agar aap apne blogger blog me contact form add karna chahte hai to neeche ke step follow kare.

Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add Kare - Blogger Me Contact Form Page Kaise Banaye ?

Blogger contact form page add karna bahut hi easy hai. Agar ab bhi sochte hai ki yiski kya jaroorat hai to dosto me apko batana chahunga ki yesi koyi blog nahi yesi koyi website nahi chahe bo normal ho professional sabhi apne user ko contact form page ki service dete hai kyoki bo asani se apne user se conect ho sake. Yisliye agar aap apne blogger blog me contact form page add karna chahte hai to neeche ke step follow karo.

Step 1: 

  1. Apne rajisterd gmail acount se blogger me login kare.
  2. Deshbord me jaye or layout par click kare.
  3. Ab aap kahi bhi Add a Widget par click kare.
blog-ke-layout-me-jaye-contact-form-add-karne-ke-liye
Ab aap uper diye hue image me dekh sakte hai. or follow karke neeche ke step follow kare.

Step 2: 

  1. Ab aap left side me more widgets par click kare.
  2. Baha se contact from choice karke
  3. Ab save button par click kare.
blogger blog ke liye contact form select kare

Step 3: 

Ab apko blog me contact form add karne ki thodi si coding karni hai. Yiskeliye aap blogger me jakar apni blog ki coding me jana hai.
  1. Blogger me jakar Edit html par click kare
  2. Ab ap apne keyboard se CTRL dabaker " F " key dabaye or
     Ya phir aap Apne blog ki coding me jakar. Blog ki coding par Jump To widget par click karke Contact Form par click kare.
Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(banaye) Kare ?

Step 4:

  1. Ab aap jab search ya contact form  par click karenge to apke apke samne ek coding ayengi aap uske left side par click karke full code open kare.
Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(banaye) Kare ?
  • Ab aap Neeche code ko dekh kar start ke code se end tak ke code tak beeche ka poora code delete karde.
    Ab uper idye code ke start se and Tak ke code ko delete karde or neeche ka image dekhe. or neeche jaisa code ko delete kare.
Ab adhik jankari ke liye aap neeche ki image ko dekho.
Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(banaye) Kare ?

Step 5:

Ab Apko apne blog ki coding me contact form ki css coding ko past karna hai. Yiskeliye aap apne blog ki coding me jakar CTRL+F key dabakar
search kare or theek uske uper ye neeche ka code past karde.

Or phir save theem par click karde.
Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(banaye) Kare ?

Step 6:

Dosto ab hamara 90% work ho gaya hai ya uyo kahe ko 99% work ho gaya hai ab apko apne contact form ke liye ek page banana hai jaha hame apne blog ke liye contact form redy karnna kai.
  1. Blog ke Deshbord psr jaye- Pages par click kare - or New Page  par click kare.
Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(banaye) Kare ?


Ab aap neeche diye hue code copy karle.



Ab aap new page par click karke Left side me HTML par click karke yis code ko past karde or compose  par click karke publish karde.

Conclusion:

Dosto apke blog me ab contact form add ho gaya hai, Ab apne page ko blog me add kar sakte hai. Aap page ko footer me bhi add kar sakte hai agar apko Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(banaye) Kare ? ko follow karne me koyi bhi problem aye to neeche comment kare.

1 comment:

  1. Blogginng Tricks: Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(Banaye) Kare ? >>>>> Download Now

    >>>>> Download Full

    Blogginng Tricks: Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(Banaye) Kare ? >>>>> Download LINK

    >>>>> Download Now

    Blogginng Tricks: Blogger Blog Me Contact Form Page Kaise Add(Banaye) Kare ? >>>>> Download Full

    >>>>> Download LINK

    ReplyDelete