Monday, April 17, 2017

Blog Post Me High Quality Keywords Kaise Aur Kaha Use Kare

Hello frinds hamne abhi pichle posts me seo ke baare me bahut pad liya hai. Or google adwords keyword planner tool ko bhi use karna sheekh liya hai. Lekin ab ham baat karege ki Blog post me high quality keyword kaose use kare. Hame seo ke baare me bahut chinta hoti hai ki blog post ko 1 page rank par kaise le jaya jaye lekin ham soch to lete hai par ham seo ke rule ki follow hi nahi karte hai. Or bas seo ke baare me sochte rahte hai. Seo bahut hi dengers cheej hai agar kisi ko samaj me a jaye to bo hero or agar kisi ke samsjh na aye to zeero bana deti hai. Bhai seo ke chalte bahut saare blogger ne blogging ko hi chod diya hai. Lekin hame bilkul nahi ghabrana hai. Seo koyi choti cheej nahi hai na koyi badi cheej hai bas bo hai to samjhne ki. Kayi blogger ise kuch nahi samajhte hai or bina seo ki jankari ke post likhte hai. Or unhe baad me bahut rona padta hai. Isliye seo ko sajho jano seo ke baare me pado. Seo ek hi esa matra sadhan hai jo hame rato rato famous kar sakta hai. Hame agar seo ki jankari hai to ham kisi bhi post ko achhi rank par pahucha sakte hai. Seo ke baare me bahut baate ho gayi ab baat karte hai. Seo ke loye blog post me quality keyword kaise or kaha use kare. Ye hamare bahut hi use full jankari hai kyoki ham kitna bhi seo ke baare me sochhe lekin adword ke bina adhoora hai. Ham adword se quality keyword search kar to lete hi hoge agar nahi to mere seo related post read unme aapko poori jamkari milegi. Agar hame apne blog par achha treffic chahiye to hame seo step ko follow karna hoga. Agae hamari site par 5 post hai or bo high quality ke hai or unki rank achhi hai to yakeen maniye ki apki blog un blog ke baraber hai jinki blog par 50 post hai. Hame agar 5 post se bhi achha treffic me to socho apki blog par agar 100 post hai or bo high quality ke hai to socho apki blog par 1000 me treffic hoga. Jisse hamari blog ki quality badegi.
Blog-post-post-me-high-quality-keyword-kaise-or-kaha-use-kare.jpeg
Agar hame organic treffic chahiye to hame seo redy post likhna padega. Iske baare me post likh ckuka hu iske liye aap mere seo labal me jakar read kar sakte hai. Seo ko samjhne ke liye jayada dimag or smart hone ki jaroorat nahi hai. Seo itna bhi kathin nahi hai ki har koyi ise samajh na sake. Or seo itna bhi saral nahi hai ki sabki samajh me asaani se a jaye.

Blog Post Me High Quality Keyword Kaise or Kaha Use Kare.

Agar aap apne post me high quality keyword use karna chahte hai to aapko sabse pahle apne blog post ke topic se related high quality keyword ko search karna padega iske liye aap google adword keyword planner tool ko use karke use kar sakte hai. Ye google ki ek free service hai. Jisko use karne ke hame koyi paise nahi dene padte hai. Hame isss apne blog post se related kayi saare keyword mil jate hai. Or isko aap apne blog me add kar sakte hai. Lekin blog post me ham apne hisab se high quality keyword ko add nahi kar sakte hai. Inka bhi apna rool hai use karne ka. Hame ye bhi dhayan rakhna padta hai ki kahi ham quality content ko jaroorat se jayada use ma karle. Blog post me high quality keyword agar ham jayada use karege to hamara seo khatre me pad jayega. Google ne apne ek post kiha hai ki google un content ko like nahi karta jinme jaroorat se jayada keyword use kiye hai. Google hamesha bahi content ko like karta hai jo fresh or usefull hote hai. Agar aapne google adword keyword planner tool use karke apne blog post me high quality keyword use kiye hai to unhe remove karke unhe sahi jagah par use kare. Agar aapko lagta hai ki blog post me high quality keyword kaise or kaha use kare to iske liye aapko post lokhte time kuch bato ka dhayan rakhna chahiye ki jo ham post likhne ja rahe hai. Uski quality kya hai. Usme hame kya likhna hai. Jo ham likh rahe hai bo readers like karte hai ya nahi. Bas yeshi hi baate hamare post ko high quality content ka post bana sakti hai. Agar hame blog post me high quality keyword use karna hai to hame ye bhi jaan lena chahiye ki inse hame kya kya fayede hai or nuksan hai. Or ye work kaise karta hai.

High Quality Keyword Kya hai ?

Agar hame apne blog post me high quality keyword ko use kar rahe hai to hame ye janna bahut jaroori hai ki quality keyword kya hai. High quality keyword bo hai jo search engine user search engine ke dubara jo keyword ko sabse jayada bar search karte hai bo keyword high quality keyword ban jata hai. Or usko keyword ko chek karta hai google ki bo keyword kitne baar search kiya hai or uski possetion kya hai. Jab us keyword ki possetion to us keyword lo adwords me jod liya jata hai. Or ham apne blog post ke content topic ke anusar google adwords keyword tool ki help se research kar sakte hai. Aap soch rahe hoge ki adword se ek baar keyword research karke blog post me use karne se hamara kaam ho gaya to ye galat hai. Agar hamne apne blog ke post me high quality keyword ko use kiya hai to hame usko aye din change or update karna chahiye. Kyoki keyword ki possetion change hoti rahti hai.

Blog Post Me High Quality Keyword Use Karne Ke Kya Fayede Hai.

Agar aap chahte hai ki hamare post or blogger ki tarah top ya search engine ke result me aye to hame apne blog post me high quality keyword ko target karna hoga. Agar aap chahte hai ki aap rato rat blogging me tarakki kare to apko apne blog post me high quality keyword ko use karna hoga. Agar aapki sahi se blog post me keyword ko use karna hai to neeche ke step follow kare.

Blog Ke Post Me High quality Keyword Use Karne Ka - Asaan Tareeka.
Aapne adword se high quality keyword research to kar liye hoge ab bari hai blog ke post high quality keyword add use karna iske liye hame bahut sabdhani se karna padega kahi yesha na ho ki blog post ko seo friendly banane ke chakker me ham user friendly ko bhool jaye. Agar hamara post user friendly nahi hoga to seo kuch nahi kar payega. Blok ke post me quality keyword use karni ki bhi ek tareeka hota hai. Neeche ke step follow kare.

1. Post Title.

Ja ham post likhte hai to hamara pahla kaam hota hai achha sa post ko title ko generate karna. Jab ham apne post content se related achha sa post title creat karte hai to hame ab usme  ek achha sa keyword add karna padta hai. Agar search sabse pahle apke post me chek karta hai to bo hai post title isliye hame apne post title me achha sa keyword use karna chahiye. Dhayan rahe jo keyword aap apne post title me use kar rahe hai bahi keyword aspko apne poore post me add karma hai. Agar aap bahut saare alag alag tarah ke keyword apne post me use karoge to ise google bilkul bhi like nahi karta hai. Ha yesha sakta hai 2-3 keyword use kar sakte ho lekin jaroorat padne par isliye hamesha adword ya or kisi keyword planner se bahi keyword select kare jinki cpc high ho or unki possetion achhi ho.

2. Headings.

Google hamesha apni help post me batata aya hai ki post me headings use karna seo ke liye bahur jaroori hai. Headings lo post me use karne se google or other search engine ko apke likhe hue post content ko samajh ne me asani hoti hai ki post me kon kon hissa kis ke baare me hai. Or topic kis baare me hai. Agar aap post me headings use karte hai to readers ko pata chalta hai ki is heading me kaisa content hai. Isliye hame headings me quality content use karna bahut jaroori hai.

3. First and Last Paragraph.

Blog post ke start or last me use kar a bahut better hai seo ke liye kyoki search engine sabse pahle apke post content me first and last ko read karta hai. Agar aap nahi karte hai to jaroor kare isse apki seo rank badegi. Aap chahe to aap apna post title ko bhi first or last me add kar sakte hai.
Example- hello welcome for my all readers aj ham baat karege ki blog post me high quality keyword kaise or kaha use kare.
Kuch is prakar se aap apne paragraph ke first or last paragraph me add kar sakte hai. Isse search engine ko pahchanne me asani hogi ki oh content kis baare me hai. Or paragraph me keyword add karne ke baad sabse usefull work hota hai ki hamara all content ak doosre ke tuch me rahe. Mera matlab hai ki post content me ham bahut saare words likhte hai bahut saari headings ko bhi use karte hai. To sab ko hame apne keyword se ek doosre ko jode rakhna hai. Kabhi bhi yesha na kare ki hamra post content alag alag bhago me bat jaye ki heading kuchh or headings ke neeche ka paragraph kuch or isko google kabhi like nahi karta hai. Bo ye kabhi nahi chahta hai ki apke post kontent user friendly na ho. Bo hamesha chahta ki apke content ko usefriendly ho or bo content user ke liye usefull ho isliye aap keyword ki help se poore post ko ek doosre se jode rahe. Lekin aap ko ye bhj dhayan rakhna hak ki keyword ko baar baar repeat na kare isse google apke post ko avoid kar dega. Hamesha fresh content or usefull content likhe or unme quality keyword use kare.

4. Image Alt Tag and Title Tag

Agar aap chahte hai ki ham jo post likh rahe hai bo seo friendly ho to ham jo post image use kar rahe hai. Unme unka name unke baare me ho. Image ko hame seo friendly banana hai to hame usme title tag alt tag dena hoga jisko aap image par click karke de sakte ho. Agar ham post me bahut saari image use karte hai to ye bahut hi jaroori hai. Kyoki google jo imsge par hamne paint kiya hai bo read nahi kar sakta lekin jo aapne apne image alt tag or title tag se name or about diya hai use google read kar sakta hai. Or agar ham alt tag or Title tag quality keyword use kare to ye seo ke liye bahut hi badiya hoga. Isss apka post kafi had achha hoga or google bhi apki site ko like karega.
Kyoki aapko to pata hai ki seo ke liye 1 image 2000 word ke baraber hoti hai. To aap sochi ki ham itna likhege or bas ek image un baraber ho jati hai. To aap socho ki aapkk kitna kam likhna padega or jayada mahnat nahi karni padegi seo ke liye.

5. Post Permalink.

Agar aap chahte ki apke post apkr post 1 rank par show hoto apko apni post permalink ki or bhi dhayan dena padega. Permalink post ka url hota hai jaise hamara domain hota hai. Theek bese hi post permalink hoti hai. Apkk post permalink me jaroork quality keyword add karne hoge. Hamari agar post permalink achhi nahi hai to ham use bahut achha bana sakte hai iske liye aap jab new post likhe ya old post aap is prakar se post permalink edit kar sakte hai.
  • Aspke post title ke right side me revart to draft par click kare.
  • Link per click kare.
  • Cutom permalink par click kare.
Yeshe aap apni old v new post ki permalink edit kar sakte hai. Adik jankari ke liye ye post pade.
Aap apni permalink ko edit karke seo friendly bana sakte hai. Mene iski poori jankari yis post me dee hai. Me bas yahi kahoonga permalink aap jaroori keyword hi rahne de baki ke keyeord ko remove kar de or permalink me (how, when,whare,why, kaise,kab,kaha,kyo jaise keyword ko permalink me add na kare. Bas permalink ko fresh or use full rakhe isse apka seo jaroor achha hoga.

6. Post Comment :

Jab hamare post par kiyi reader comment karta hai ya help magta hai to hame usko reply karne me quality keyword use karna chahiye. Kyoki comment bhi hamare post ka ek hissa hai. Mano to use ham apne post ka pragraph samjhe kyoki yise google bahut asaani se padta hai. Or ye seo ke liye bhi better hai. 

7. External Link :

Exterlink bo hoti hai jo kisi ki link ko apni site ya post me add kare. Agar ham apni post me apne hi kisi post ki link ko add kare or link ke name me ham high keyword use kare to hame bahut fayeda hoga mene bhi ise try kiya hai karta hu mujhe isse bahut fayeda hua hai. Aapko bas yahi karna hai ki jab ham kisi post ki link apne new post me de to url ko change nahi karna hai. Ap jab link ko add kare to url bahi rahne de lekin link name me high keyword add kare. Bas apko itna karna hai apko jaroor fayeda milega.

8. Post Category, Labls and Tags.

Aap to jante hi hoge ki seo kitna dengers hai. Hamari choti si galti poori blogging khatam kar sakti hai. Isliye hame seo ko achhe se samjhna chahiye. Aap apne post me labals to jaroor use karte hoge. Aapko pata hai ki seo post ke liye hi nahi balki hamari poori blog ke liye jaroori hai. Apko apne category labals me bhi achhe se achhe high w
Quality keyword use karne chahiye aap bahi labals banaye jo high keyword se related hai. Hame bahi labal ka name rakhna chahiye jo high rank baala hai. Iske liye aap adword ko use kar sakte hai.

9. Blog Title And Blog Meta Description 

Blog ko agar apko full seo friendly banana hai to apko blog ki full setting karni padegi. Blog me agar aapne meta tag description code add nahi kiya hai to jaldi add karle kyoki ye seo ke liye bahut hi jaroori hai. Isse search engine ko read karne me asaani hoti hai ki apki blog kis baare me hai or ye kaha ki hai, ise kon chala raha hai, ye kis topic par hai, ye kis bhasha me hai. Jab aap apne blog ke liye meta tag creat kare to usme aap high quality ke keyword use kare. Or blog ki jaan blog ki pahchan blog main title me bhi aap high quality keyword use kare. Isse aapki site seo ki achhi najar me ayegi or aapko apni site rank or search rank me fayeda hoga.

10. Post Meta Search Description .

Agar hame jaldo apne post ko top rank tak pahuchana hai to search description post me jaroor add kare mene bahut sare blogger ko dekha hai ki bo bina search description ke post ko publish kar dete hai isse hamara post search result me nahi ata hai or google search consol me bhi jaldi index nahi hote hai. Search descrition ka matlab hota hai ki hamne jitne bhi post keyword use kiye hai unsab mese main keyword ko apne search descrition me daalna lekin aapko isme achhe se achhe high quality ke keyword ko add karna hai. Isse hame ye fayeda milta hai ki search engine ise jaldi read karta hai or seach engine ko asani hoti hai samjhne me ki is post me kaisa content hai.

Conclusion :

To friends ye tha aj ka hamaea post blog post me high quality keyword kaise or kaha use kare. Mujhe ekeen hai ki aapko hamara post passand ayega. Ye jo trick mene apko batayi ise mene bhi use ki hai or use bhi karta hu. Aap bhi kijiye fayeda jaroor milega. Or hame aap jaroor bataye ki hamara post apko kaisa laga iskeliye aap hame comment jaroor kare. Like kare sunscribe kare. Jay hind

3 comments: