Wednesday, April 26, 2017

Youtube Se Paise Kaise Kamaye - How To Make Mony Frome Youtube

Youtube-se-paise-kaise-kamaye-earn-money-frome-youtube.jpeg
Hello friends youtube bahut hi populer video sharing site hai. Jis par perday milion user video dekhte hai or upload bhi karte hai. Youtube jaise ek populer site isliye hai ki yasa ham free me video dekh sakte hai. Yaha sirf user video dekhte hi nahi balki apne video bhi upload karte hai. Youtube par user isliye video upload karte hai ki video upload karke paise kamaye(earn Money) ja sake. Youtube se paise kamana bahut easy bhi hai or hard bhi, easy isliye hai ki apko youtube ke liye video banana hai. Hard isliye hai ki sirf video banane ap paise nahi kama sakte hai. Apko yese banane hai jo user ko passand aye or user use like kare.

User sirf unhi video ko like karte hai jo usefull ho or unme kuchh naya or kuchh khas ho.
Isliye apko Experiention ho ap usi topic par video banaye jisss ap user ko apne experiention se unka dil jeet sakte hai.
Iskeliye apko youtube channel banane ki jaroorat hogi iskeliye apko youtube channel banana hoga. Ye bhi ek chunoti hoti hai new youtuber ko be youtube channel kis topic par banaye. Lekin iskeliye me pahle hi post likh chuka hu jisme bahut sare topic hai jinko ap pad ke samajh ke samajh sakte ho ki channel kis topic par setup kare.
Youtube Channel Kis Topic Par Banaye - 10 Best Topics for setup new youtube channel
Ap is post ko jaroor read kare. Apko is post me detail se jankari hai ki youtube channel kis topic par banaye. Sabse jayada hame is bajah se dikkit ati hai. Kyoki ham bina siche samjhe channel setup kar lete hai. Jisko leker hame channel ko delet karna padta hai.

Youtube Se Paise Kaise Kamaye - How To Make Mony Frome Youtube

Youtube se paise kamane ke liye apko ek youtube channel banana hoga. Jiske liye apke pass kuchh neeche ki cheejo ki jaroorat padegi.
  • Computer/laptop
  • Video banane ke liye time
  • Channel create karne ke liye gmail A/c
  • Youtube ka basic knowlage
  • Video Editing software
  • Internet connection
Ye sab uper to apke liye sirf upload karne or channel banane or video ko efectev banane ke liye di hai.
Agar aap kuchh yesa channel create karke paise kamana chahte jisme ap logo ko tech karna chahte hai. Jisme aap kudh user views/student ko apne live show ke jariye self recording video se paise kamana chahte hai to apko ye sab ki jaroorat padegi
  • Camera
  • Team
Me isme camera or team isliye bola ki agar ap kisi ko apne face ke dubara study karbayege to apko ek achha sa camera or video shot karne ke liye team. Agar aap tech nahi karna chahte hai to koyi baat nahi hai. Agar aap apna kuch achha talent duniya ko dikhana chahte hai to bhi apko camera or team ki jaroorat padegi. Jaise video song, dancing, entertenment, news, funny video to bhi apko in sab cheejo ki jaroorat padegi.

Agar aap chahte hai ki ap apne computer/laptop se hi video banaye to aap iskeliye internet and pc tricks chun sakte hai iskeliye apko apne computer ki screen record karke video bana sakte hai. Iskeliye apke pass ye sab hona chahiye.
  • Screen recorder software
  • Video editer
  • Laptop/computer
  • Inrernet connection.
Apko agar apne computer ki screen record karke video banana chahte hai to apko achha screen recorder software ki jaroorat padegi. Iskeliye mene post likha hai ap isko read kar sakte hai.
Top 5 Pc Softwer for Destop PcScreen Recoding isme mene un rocorder software ki baat ki hai jo sabse achhe hai or jinhe youtuber use kar rahe hai. Apko isme 5 software milege jinme kuchh paid or free hai. Apko free passand aye to free use kare agar paid passand aye to paid use kare.

Youtube Se Paise Kamane Ke Liye Hame Kya Karna Hoga.

Create Youtube Channel.
Apko youtube se earn money ke liye. Apko youtube channel setup karna hoga video upload karne ke liye.

Make originam and self created video
Agar aap soch rahe hai ki hamare pass jitne bhi video ham unhe new setup youtube channel  ke bad ham us par dal dege. Lekin dosto agar hame make money from youtube to hame apne khud ke video banana hai or khud ke banaye hue video ko youtube par upload karna hai. Dhayan rahe ki ham kisi ke banaye hue video ko channel par upload nahi kar sakte hai.

Edit video after making
Video banane ke baad hamara work hota hai use edit karne ka isliye ap use achhe se edit karle.

Upload Channel
Sab kuchh karne ke baad hame video ko youtube channel par upload karna padta hau. Isliye apko apne youtube channel par video ko upload karna hoga.
Share Video On Social Midea And Friends
Ap ne jo video banaya hai or jo yt par upload kiya. Ab hamara kaam hota hai video par treffic badane ka. Mera matlab hai ki video par views lane ka ya badane ka. 

Youtube se Paise Kaise Kama Sakte Hai/Youtube Hame kis baat Ke paise Deta hai.

Ab apke brain me ye baat a rahi hogi ki youtube hame kis baat ke paise deta hai. Youtube par video upload karne ke hame paise kitne milte hai. Youtube hame kisi bhi baat ke paise  nahi deta hai. Na hi hame youtube par video upload karne ke hame youtube ek bhi paise nahi deta hai.
Phir ap soch rahe hoge ki phir youtube se paise kaise kamaye ja sakte hai. 
Youtube se paise kamane ke do tareeke hai.
1. Google Adsense
2. Affiliate pro gram
Ham youtube se inhi do program se paise kama sakte hai. Isme dono hi program best hai earn mony ke liye. 
Adsense se ham apne video par ads laga kar paise kama sakte hai or affiliate program se product ke video banakar usme buy link de kar kama sakte hai.
Jab apke video par jayada views ho jayege to aap apne video par ads laga sakte hai.  Jisse apko apne video par ads dikhane or click ke paiss milege.
Jab apke adsense a/c me 100 doller hi jayege to bo paise apke acount me ajayege.
Conclusion
To dosto ap is post me padkar to jan hi gaye hoge ki youtube se paise kamaye. Aap youtube se ullimate paise earn kar sakte hai. Agar apko kuchh problem aye to hame neche comment kare. Agar post passand aya hoto like or share jaroor kare.

No comments:

Post a Comment