Hello dosto apko to pata hi hoga ki kuchh time se facebook par kuchh gad bad chal rahi hai. Bo gadbad ye hai ki facebook kuchh time se user ki id ki bloked kar raha hai. Me ye nahi kah raha hu ki facebook pahle nahi karta tha. Karta tha lekin kuchh time se oh user ki id ko kuchh jayada hi bloked kar raha hai.
Iski sabse badi baat ye hi ki jayada bar facebook par photo or msg post karna. Facebook ki bhi ek limit hai ki aap 1 day me itne post share kar sakte hai. Aap agar ek din me jayada post/share karte ho to nischit hai ki apki facebook id block huyi hogi.
Aap mere sune to mera is month me 3 time facebook acount block hua. Jab mujhe iski asli bajah pata chali me chock gaya kyoki me soch bhi nahi sakta tha ki yisse bhi facebook id block ho sakti hai. Bo bajah ye thi ki me ek site par software ke baare me read kar raha tha. To mene socha ki ye achha software hai to kyo na me ise social midea par share kardoo jisse or ki bhi help ho sake. Jab mene us ki post link ko share kiya to 2 din baad mere pass ek msg aya jisme saf saf likha tha ki apki a/c bloked kiya hai kyoki jo apne post ko share kiya hai bo copyrite hai. Or apki report ki gayi hai. Jisss apke a/c ko remove kiya gaya hai.
To dosto ap soch sakte hai ki facebook kitna sakt ho gaya gaya hai.
Step1:-
Sabse pahle apko facebook help center par jana hai. Iskeliye yaha click kare. Facebook Help Center par jaye or baha per kuchh step follow kare baha per apko apni sahi sahi jankari de.
Or usme kaha problem hai bi bhi dekhe har site ki ek privecy polecy hoti hai jisme unke rule saf saf likhe hote hai ki ap ye kar sakte hai or ye nahi kar sakte hai.
Hame agar age yeshi jhan jhat me nahi padna hai to hame age facebook ke rule ke anusar chalna hoga.
Conclusion :
To dosto te tha aj ka post. Agar post passand aya hoto like share or comment jaroor kare. Or bisvas hai ki apka bloked facebook id acount unloked/recover ho gaya hoga. To phir milege jab tak ke liye thanks for reading

Facebook Account ID Block Hone Par Recover Kaise Kare - Full Information
Agar apki facebook acount block ho gaya hai to apko facebook apko ek chance deta hai. Apse ek baar galti chalti hai lekin baar baar galti ko facebook bilkul bhi passand nahi karta hai. Aap agar baar baar facebook ki polecy ka ulanghan karoge to apka facebook acount hamesha ke liye band kar diya jayega.
Facebook Acount Id Block Kyo Hota Hai Or Ise Kaise Unbloked/recover Karte Hai.
Id block hone ke kayi bajah hai or kayi ho sakte hai. Agar ham facebook ke privecy polecy ka ulanghan karege to facebook apki id block to karega hi. Ap facebook ki privacy polecy ka palan karege to id off nahi honge. Id band hone ki kuchh ye baate ho sakti hai.
- Limit se Jayada fb Par Post Karna
- Limit se jayada fb group join hona.
- Limit se jayada like or comment karna.
- Facebook par copyrite post share karna.
Step1:-
Sabse pahle apko facebook help center par jana hai. Iskeliye yaha click kare. Facebook Help Center par jaye or baha per kuchh step follow kare baha per apko apni sahi sahi jankari de.
- Yaha apni gmail ya phone number daale
- Yaha apna full name daale jo apne a/c me dala hai.
- Yaha apko kisi bhi docoument ki photo dalna hai. Jaise ki pan card, adhar card, driving licence, etc
- Yaha apko ye word copy karke past karna hai ya self write kare.' I have accidentally become a Violation of Facebook Policy and I will not do next time.'
- Bas ap send par click kar dijiye ab apka acount 24 ghante me recover ho jayega. Iskeliye facebook apke email par link send karegi. Aap us par click kar ke recover kar sakte hai.
Or usme kaha problem hai bi bhi dekhe har site ki ek privecy polecy hoti hai jisme unke rule saf saf likhe hote hai ki ap ye kar sakte hai or ye nahi kar sakte hai.
Hame agar age yeshi jhan jhat me nahi padna hai to hame age facebook ke rule ke anusar chalna hoga.
Conclusion :
To dosto te tha aj ka post. Agar post passand aya hoto like share or comment jaroor kare. Or bisvas hai ki apka bloked facebook id acount unloked/recover ho gaya hoga. To phir milege jab tak ke liye thanks for reading
No comments:
Post a Comment