Friday, April 21, 2017

Mobile Me Stylish Colorful Typing Keyboard Botton Kaise Use Kare

dosto agar aap apne mobile ko colorful banana chahte hai to aap is post Mobile Me Stylish Colorful Typing Keyboard botton Kaise Use Kare isko full read kare kyoki ye bahut hi useful post hai. Aap is post ko read kar rahe hai iska matlab hai ki aap bhi apne mobile fhone ko colorful banana chahte hai. Mobile chahe jitni jayada paise ka ho. Agar User ko manage karna nahi ayega to bo sab bekar hai. Agar apke pass kam paiso ka bhi mobile ho agar aap use manage kar le to bo mobile chota nahi bahut bada hai. Mobile ko agar aap manage karna chahte hai to ho sakta hai sirf mobile apps se hamare mobile ke liye itne saare mobile apps develop ho chuke hai ki ham apne mobile ko apne hisab se andar ka look or feture badal or add kar sakte hai. Aapne bhi bahut sare apps use kiye hoge. Or kar bhi rahe hoge. Mobile app se aap apne tareeke se manage kar sakte hai.
Mobile Me Stylish Colorful Typing Keyboard Botton Kaise Use Kare
hello bhaiyo aaj ham baat kar rahe hai. mobile ki typing keyword ke botton ka look change karne or unme kuchh stylish color and background color change karne ki. kyoki jab mobile ko buy karte hai tab yusme jo keyword hote hai bo stylish nahi hote hai. Jo unka compnee se look ata hai bo attrective nahi hota hai. Lekin ham unhe mobile app se badiya bana sakte hai or bhi bahut kuchh hai typing ke baare me.

Mobile Me Stylish Colorful Typing Keyboard Botton Kaise Use Kare.

bhaiyo aap bhi chahte hai ki apke mobile ke jo andar ke jo feture hai bo colerfull dikhe.
Aap apne mobile ko bahut saare apps se colorful kar sakto hai. Apko me bata raha hu ki jo hamare typing botton hote hai jisss ham type karte hai. Ham aj unhi botton ko rangeen karege. Jisss hamara mobile rangeen dikhe.

Mobile Typing Keyboard Botton Ko Colorful Karne Ke Top  Mobile Apps.

Apko me Jo Rangeen Botton Ka Apps Bata Raha Hu un apps aap bahut hi asani se manage kar lege. Iskeliye aap ko apne playstore se apps download karne hoge.

1.  Gboard:

Gboard ko google ne banaya hai. isliye ye bahurlt powerfull botton apps yisme aap botton ka background change kar sakte hai or unke neche aap photo bhi daal sakte hai. Isme aap apne hisab se mode bhi laga sakte hai. jaise ki protection mode, icon mode, drawing text mode etc.
Download


how-to-use-stylish-typing-keyboard-in-mobile
hindi-typing-keyboard-use-mobile.jpeg

2. SwiftKey Keyboard

Swifit keyboard bhi gboard ki tarah hai. Isme me bhi bahi feture hai jo gboard me hai. Lekin isme ek feture achha hai bo hai ki isme keyboard ke theem change kar sakte hai. Gboard se bhi theem change ho jate hai. Lekin isme jab ham theem change karte hai to uske sath poora style change ho jata hai. or aap iske keyword botton ko bhi kahi par bhi kiska sakte hai.
add-typing-keyboard-in-Your-mobile.jpeg
stylish-typing-keyboard-mobile-apps.jpeg
mobile-me-stylish-typing-keyboard-kaise-use-kare.jpeg
mobile-me-colorful-stylish-typing-keyword-use-kare.jpeg
Aap uperdiye hue photo jaise theem apne mobile me use kar sakte hai. Aap uper dekh sakte hai ki ye kitne stylish hai. Apko ye apps playstore par mil jayega. Me apko iski link de deta hu aap us par click karke download kar sakte hai.
Download
Apko isme bahut sare feture mil jayege Isme jo achha feture hai bo icon ka ap is keyword ki help se icon type kar sakte hai. Jaise chating app me hote hai.

Stylish Typing Keyboard Ko Mobile Me Use Kare

Ab bari hai ki isko mobile me use kaise kare. Ab bahut Simple Baat Hai. Ab apko jo apps passand aya ho use instell kar le. or phir use apps ko open kare. or apne passand ka theem choice kare. or apply karde.
typing-keyboard-use-in-mobile.jpeg
Aap dee hue image ko follow karke kar sakte hai. Ye shot gboard ka hai. Agar or apps ko use karege to thoda sa deffrent hoga lekin bahi sab sam proces hai.

Conclusion

To dosto aj ye post mene apke android mobile se related hai. Agar aapne is tricm ko follow kiya hoga to jaroor aapne apne mobile me stylish typing keyboard add kar liye hoge. Agar apko post passand aya hoto like share or comment jaroor kare.

No comments:

Post a Comment