Sunday, April 30, 2017

Youtube Par Copyright Videos upload Karne Ke Khatre/loss

Hello friends aaj me  bataunga ki Youtube Par Copyright Videos upload Karne Ke Khatre/loss. Youtube par kis tarah ke videos upload nahi kar sakte hai. Aaj me yese hi sawalo par baat karoonga. Youtube channel aap ne bana liya hoga. Aap ne us par video upload kar diye hoge ya karne ke soch rahe hai. Agar aap kuchh is tarah sochh rahe ki me movies ke video ko cut karke upload karoonga ya other videos ko edit karke apne channel par upload karoonga. Yahi sawal hota har new youtuber ke brain me jab oh youtube ki polecy ke baare me nahi janta hai. Or jab oh channel hi nahi  banata tab oh sochta hai ki me bas movies, song, sport etc. Ke video ko cut or edit karke youtube par upload karke paise kamane lagega.
Lekin abhi usne youtube ki sarto or rule ko nahi pada hai. Usne ne yah nahi jana hai ki youtube par kya kar sakte hai or kya nahi kar sakte hai. Agar aapne youtube ke rule v sarto ko nahi pada hai to aap yaha click karke padle Youtube par videos upload karne ke rule yaha par apko youtube ke poore rule milege agar aap new hai to apko jaroor read karna chahiye.
Youtube-par-copyright-videos-upload-karne-ke-khatre-loss.jpeg
Youtube aaj ke time video sharing site hi nahi hai balki business ka bhi point hai. Isliye youtube ki privicy policy itni hard hoti ja rahi hai ki hame ek ek baat ko follow karna padega. Agar ham  nahi karte hai to hame youtube se red card milega jisse hamara channel ke video delet kar diye jayege or channel bhi band kar diya jayega. Isliye hame youtube se dosti friendship bana kar chalna agar hame youtube se busines karna hai to. To dosto aj ham isi ke baare me  baat karege.

Youtube Par Copyright Videos upload Karne Ke Khatre/loss

Youtube par ham apni marji se videos upload nahi kar sakre hai. Hame youtube par sirf youtube ki rule or sarto ko follow karke videos upload kar sakte hai. Lekin itni bhi nahi ki hame youtube par video upload karne me koyi problem aye. Ham youtube par videos to upload to jaise bhi kar sakte hai. Lekin jaise hi apke video ka pata chalega ki bo copyright ya youtube policy ke khilap hai to youtube  youtube use delet karke apke gmail par ek mail send karega jisme saf saf likha hoga or apko isme 1st strice bhi milega agar aap ek hi galti ko 3 baar karoge to apka youtube  channel hamesha(always) ke liye band(off) kar diya jayega jisse apke channel par 1000 videos bhi hai to bo bhi delet ho jayege isliye kabhi bhi yesi galti  na kare.

Youtube Par Kis Tarah Ke Video Upload Nahi Kar Sakte Hai

Youtube par video upload karne se pahle aap jan le ki ham youtube par kaise videos upload nahi kar sakte hai.
  1. Movies Video- Ham kisi bhi bhi movies ka video ko cut karke edit karke upload nahi kar sakte hai.
  2. Game or Software - Ham youtube par kisi bhi game ya software ka video record karke upload nahi kar sakte hai.
  3. Tv Show - Hame kisi bhi video ko cut  nahi karna chahiye ham jaise tv serial ke videos ko youtube par upload nahi kar samte hai.
  4. Cricket/Sport- Cricket other sport ke video ko bhi youtube par upload nahi kar sakte hai.
  5. Youtube Videos- Youtube par video upload karne ke liye ham youtube other site se video download karke upload nahi kar sakte hai.

Youtube Par Kis Tarah Ke Video Upload Kar Sakte hai.

Youtube par video ham sirf ek tarah ke video upload kar sakte hai bo hai self create. Agar hame youtube par video upload karna hai to hame apne khud video banana padega. Jab ham kud video banayege to bo video 100% secure hote hai. Jiske liye apko koyi copyright strike nahi milegi.

Conclusion:

To dosto aaj ke is post me mene bataya Youtube Par Copyright Videos upload Karne Ke Khatre/loss. Youtube par video kaise upload kare or youtube par video kis type ke upload nahi kar sakte hai. Agar post passand aya hoto like,comment,share,subscribe jaroor kare.

No comments:

Post a Comment