Sunday, February 5, 2017

YouTube Vedeo Download Kaise Kare

Welcome friends Youtube ek bahut hi populer vedeo sharing site hai.Jise paypal ke 3 karamchariyo ne 2005 banaya tha.Pahle se laker ab tak YouTube bahut badal gaya hai.Aj ke samay me youtube pe karoro vedeo hai.Jo other site par nahi hai.
Youtube se vedeo download kaise kare?


Kyo ki iski ek bahut badi baat  ye hai ki youtube se paisa kamana.Lakho log apne knowlage ke anusar vedeo banakar youtube par upload karte hai.jisse unhe good earing hoti hai.Ap bhi you tube sai paisa kama sakte hai.Aj ham baat karege youtube vedeo ko without vedeo downloader softwer kai. Youtube se vedeo download kaise kare.

YouTube Se Vedeo Download Kaise Kare(With out video downloader  )?  

Youtube se vedeo download karne ke liye Destop pc or mobail ke liye bahut sare apps or softwer hai.Lekin kuch yasi bhi website hai jo online server ki help se vedeo ko download karne poori help karti hai.Lekin ham bahut saral tareeke se youtube vedeo download karege.jissme ham bahut hi asani se youtube vedeo download kar sakte hai.Ham youtube se vedeo download karne ke liye step by step me  sheekhege.

 Go to YouTube Home Page-

  • 1. Sabse pahle ap Youtube ke home page par jaye.Baha ap  apni pasand ka vedeo search kare.Phir ap youtube vedeo ki link dekhe usme www. ke baad ya youtube ke age ss lagana hai.

youtube se vedeo download kare


  • 2. phir Enter press dabaye (us link par click kare.

Phir apke samne ek new window open hogi.jisme apke vedeo ki picture hogi.
how to download youtube vedeo without any downloader softwer


  • 3. Phir apko pahle apne vedeo ka formate choose karna hai.Ap jis formate me  vedeo download karna chahte hai bo select kare.
  • 4. Phir download button par click kare bas ho gaya ab apka vedeo download hone laga hai.

I hope apko ye hamara post pasand aya hoga. Or koi help ke liye neeche comment box me comment jaroor kare.

No comments:

Post a Comment