Sunday, February 26, 2017

Blogger Blog Se Powerd By Blogger Kaise Remove/delet Kare ?

Hai well-come or mai Rupendra kumarAj Ham apko batane bale hai ki blogspot blog se Powerd By Blogger kaise remove karte hai. or iske kya fayde hai. kyoki iski bajah hamare blog website ka look kharab ho jata he. ham apni blog jada se jada degain karte he lekin jab hame ye dikhta he to hamare man me bas yahi  baat ati he ki ise kaise hataye, or ham thaan lete he ki ise hatana he or ham blog ki coding ko ched dete he iski bajah se ham bahut sari galtiya kardete he or hamare blog ki seting or look kharab ke sath sath bahut sara nuksan bhukatna padta he.


blog se powerd blogger kaise remove kare



Lekin me esa nahi hone dooga me apki  poori help karooga kyoki me ek blogger ke sath ek websiner bhi hu isliye mujhe coding bahut acchi tareeke se ati he or me use tareeke se apki help karooka to chalte he apne topic ki or.



Blogspot Blog se Powerd  Blogger Hatane Ke Fayede.


Isse Apko Bahut Sara Fayeda Hai Koki jab koi visiter  kisi Site par jata hai To bo site ko dekhta hai ki oh dekhta hai kibo Kis platform par bani hai. jab bohamari detail dekhega to use jab Blogger Dikhega
to samajh jayega or oh us Site ko yato Band kardega ya phir thoda time Read karega or off kardega.



1. Isse Apki Blog Wapsite Ki Tarah To dikhegi Or koi

ye bhi nahi janega ki Apki site/blog free pletform par bani 
hai.
2.Isse Apki Site ka Look Bhi Bahuit Acchha ho Jayega.
or apki blog simple look me a jaye gi



To chalte hai ki powerd by Blogger kaise remove kare.


Blog Se Powerd By Blogger Kaise Remove Karte hai Step By Step ?




Pahle ham janege ki ye kaha likha hota he. Ye hamari leyout me ek widget hota he jaha ye save hota he. Lekin ham baha se use remove nahi kar sakte he, Ham pahle leyout me jaye>phir baha attribution me >



save remove



phir jab hame waha par ek new window dikhayi deti jaha ham dekhte he ki baha par sirp do hi bikalp hote he SAVE or CENCEL ka,kyoki bo hamari blog templet ke html me lock hota he, isliye ham use hatane ke html code se unlock karte he.Iskeliye ap neche step follow kare.




Step1: 1.Apne blogger acount par login kare.

22.Templet par click kare 
S
3. Edit Html par click kare.


edit html for begginers
a


Ap apko uper jump to widget dikhayi deraha hai us par click kare or attributton par click kare.


jump to widget


Phir hamare samne ek code ata he jisme attribution loked he uske age 'true' likha he hame uski jagah 'false' likhna he bas ap save templet par ok kar de.



ep

Step2: Ab app blogger ke leyout par jaye or Attribution.par click kare or baha par ab remove ka botton a raha hai, use remove par click kare or save agreement par click kare.


remove kare


Bas apka powerd blogger remove ho gaya hai. koi problem aye to neeche comment jaroor kare

No comments:

Post a Comment