Aj ke time me internet ka badta huya upyoge Ye sawit karta hai, Ki aj ke time me internet kitna upyogi ho gaya or ho kyo bhi na jisko bhi dekho bo chating, padai, marketing, beseiness, online work, store, shoping, etc. Jaise kayi online work ho rahe hai. Ab hame hi dekhlo ham online blogging kar rahe hai, or usse paise bhi kama rahe hai. Yese hi hanare internet world me bahut sare work ho rahe hai, or hamare work ho asaan karta hai, search engines hamare internet world me bahut sare search ingine hai lekin unme se kuch hi success hai or kayi ese hi faltu hai.
Me yah nahi kah raha hu ki inka internet par koi kam nahi hai, inka kaam hai, lekin kuch search engines ki defrents quality hai. Lekin aj ke samay me sabse jada powerfull search engine hai to bo hai google search kyoki iske tool bbahut hi asaan hai or bo apne har user koo bahut hi kam time me sahi result search karta hai. Aj yese hi jankari ham isi post me read karege please ise full read kare or share kare.
Bink ek search engine hai jise 29 muy 2009 ko microsoft ne deplop kiya tha. Pahle yah live search name jana jata tha jise naya name dekar Bing de diya gaya. Bing google ke baad doosra search engina hai.
Ask search engine ko 1996 garrett gruener and scott garell ne banaya tha. ask.com ke searching softwer ko goury chevski ne deplop ki tha. ask ke tarah ka question ka answer denebala search enngine hai. isne apna reletion google kev sath karna chaha lekin usme success na hone par usne apne question answer site ke banne bale apne search engine bale mool ko delet kar diya.

Search Result
Top 5 Best Search Engines In The World
Search engine ka work hota hai ki hamare user ko sahi jankari de jo bo search kar raha hota hai. Search engines ke sever softwer itne high hote hai ki bo 1 second se kam bhi time me data search kar leta hai. Search engine par search kiye hamare word ko oh bahut sare result me dikhata hai, kyoki hamne jo type kiya hai bo usko bahut sare result me isliye show karta hai ki uske pass bahut result hai to bo hame hamare keyword search ke anusar hamari screen par show karta hai. Agar apko phir bhi result show na ho to app google ki search polecy read karo solution jaroor milega.hamare internet world me Bese to kai hai search Engine hai, lekin jo ab tak no1 hai bahi ki ham baat karege.
Google: The america search engine-
Google american compny hai. Google abtak kayi servise internet par uplabdh kar chuki hai, jisme google adword, youtube, adsence,google voice, etc uplabdh hai. Aj ke samay me google par parday user sabhi search engines ke mukable 70% se bhi jada hai. Google jadatar paisa apni 2 sevise jada kamata hai, Google adsence or adword, inhi 2 servise se google ki earning 85% se bhi jada hai. Adword ko स्टैनफोर्ड विश्वविद्यालय ke do student लैरी पेज और सर्गेई ब्रिन ne banaya tha jisse google ka bahut adsmarketing badi.
Bink ek search engine hai jise 29 muy 2009 ko microsoft ne deplop kiya tha. Pahle yah live search name jana jata tha jise naya name dekar Bing de diya gaya. Bing google ke baad doosra search engina hai.
Yahoo:
Yahoo search ko yahoo ne 1 march 1995 me banaya tha. Lekin baad me ise bing ke sath banaya gaya jisse iske sabhi search bing ki help see show kiya jata hai. yahoo poori world me 3 rank par hai.
Ask:
Ask search engine ko 1996 garrett gruener and scott garell ne banaya tha. ask.com ke searching softwer ko goury chevski ne deplop ki tha. ask ke tarah ka question ka answer denebala search enngine hai. isne apna reletion google kev sath karna chaha lekin usme success na hone par usne apne question answer site ke banne bale apne search engine bale mool ko delet kar diya.
Baidu:
Baidu search engine chaina lengues me hai. Ye search engine chaina and japani ke liye hi khas hai. jise normal tareeke se baidu kahte hai.
Baidu hamare liye upyogi nahi hamare solution ke liye duniya ke bahut se search engines me se hamare liye kuchh hi helpfull hai.
Last word:
Hamara ye post apko sirf inki jankari dena tha agar hamara post passand aya hoto liye share comment jaroor kare.
Thanks

No comments:
Post a Comment