Bhai aj ham bahut ki bade topic par baat karege joki hai, blog ka body background color kaise change kare.Ye har new blogger ke mind ka question hota hai. Yesi abhi kai blog hai jo abhi bhi apne blog desin nahi kiya hoga, kyoki desain karne ke liye hame coding jaroorat padti hai, jiske liye hame bahut samay chahiye lekin heran nahi ho, Me bahut hi jald apni site par full webdesin corse post karne baala hu, lekin abhi ham apne topic par ate hai or ham apne blog templet ka body background color change karte hai.
Sabse pahle blogger par login kijiye→ phir templet→or phir edit html par click kijiye. neeche screen shot dekhe-
Body Background Color Hota Kya Hai-
Har templet me deffrent color use hote hai.
Body background color hamare templet ka sabse neeche ka color hota hai. Matlab ki jiske uper hamari blog site ka logo, navigation, widget, footer widget, Post, comment, Short me kahu to hamare site ka poora contect uper hota hai, or sabse neeche ka jo color hota hai, bahi hamare body ka main color hota hai.
Blog ka Background Color Kaise Change Kare?
Sabse pahle blogger par login kijiye→ phir templet→or phir edit html par click kijiye. neeche screen shot dekhe-
No comments:
Post a Comment