Web Design Kaise Seekhe - Web Developer Kaise Bane ? online Courses for Web designing In Hindi. Ye aaj ka hamara topic hai. Aaj se ham full web web design ka course seekhna chalu kar rahe hai. Bahut saare blogger ne mujhse kaha hai ki aap konsi theem use kar rahe hai apni blog par to me unse kahta tha ki self design. Hame agar coding ati hai to ham kisi bhi platform par rahe chahe bo blogger ho ya wordpress. Agar hame webdesign ati hai to ham asani se manage kar sakte hai. Web design deploment koyi faltu ka work nahi hai. Ye ek tarah ka course hota hai. Jaise ham padte hai bese hi ham yise padte hai. Jis prakar se hamare topic ke anusar hamare coching hoti hai. Theek bese hi web deploment learn karne ki coching hoti hai. Webdesign seekhna asan kaam nahi hai iskeliye apko kafi time chahiye Padne ke liye bhi praktisch ke liye bhi. Ise padne se kuchh nahi hoga iskeliye hame samjhne or praktisch karne ke liye bhi time hona chahiye. Aap Jitni achhe se web creation learn karna chahte hai to apko uske praktisch karne ke liye time bhi chahiye. Aap jitna praktisch karege aap utne achhe se samajh payege. web design deploment ka kaam bahut hi useful hai. Aaj ke time me lakho log lakho ki monthly income kar rahe hai. Bo isliye ki koyi learn karke koyi company me join ho gaya hai or koyi apni khud ki shop open karke website Making ka kam karne laga hai.
Webdesigning developing abhi bahut famouse hai or ane baale time bhi user isko like karne lagege. Agar aap khud ki website banana chahte hai website creater banna chahte hai to apko webdisigning ko learn karna padega. Agar aap software. Android mobile apps, iphone apps, windows apps etc ko develop karna chahte hai to apko web disign ko jaroor seekhna hoga. Agar aap online paisa kamana chahte hai to apko webdesign bahut kaam ayegi.
Me apko full web design learn karaoonga apko agar post se achha lage to post seekha doonga agar apko videos achhe lage to me apko videos se seekha sakta hu.
Apko me webdesigning ke baare me bahut saare labls bataunga jisse aap asani se webdesign kar sakege.
Webdesigning developing abhi bahut famouse hai or ane baale time bhi user isko like karne lagege. Agar aap khud ki website banana chahte hai website creater banna chahte hai to apko webdisigning ko learn karna padega. Agar aap software. Android mobile apps, iphone apps, windows apps etc ko develop karna chahte hai to apko web disign ko jaroor seekhna hoga. Agar aap online paisa kamana chahte hai to apko webdesign bahut kaam ayegi.
Me apko full web design learn karaoonga apko agar post se achha lage to post seekha doonga agar apko videos achhe lage to me apko videos se seekha sakta hu.
Apko me webdesigning ke baare me bahut saare labls bataunga jisse aap asani se webdesign kar sakege.
Web Design Kaise Seekhe( Web Developer Kaise Bane ? ) - online Courses for Web designing In Hindi.
Webdesign seekhne se pahle me bata doo ki apko iskeliye kaafi time hona chahiye. Apko har ek baat ko achhe se samjhna hoga. Agar aap iske ek hi topic ko miss kar dete hai to aap poora web developer Ka course miss kar dege. Iskeliye me yahi kahoonga ki agar apke pass jayada time nahi hai to aap time kharab na kare. Jab bhi apke pass time ho aap learn kare. Ye apke sath bilkul nahi hoga ki aap abhi padege to apko achhe se samajh me a jayega or agar aap phir kabhi padege to samajh me nahi ayega. To dosto webdesign koyi hard course nahi hai agar ham ek ek baat ko samjhe ge to sab kuchh achhe se samajh me jayega. Isliye don't waste Your time. Ham yaha bahut saree Coding(programing) language seekhege.Jo ham programing seekhege agar bo ham achhe se learn kar lete hai to ham android mobile app, iphone apps, windows apps, Cutome software, Full website cretion(creating), Aram se kar sakto ho or bana sakte ho.
Agar aap blogger hai. Apki blog hai to apko webdesigning ka course jaroor karna chahiye. Jisse aap apni blog ko design kar sake. Or usme kuchh alag alag look creat kar sake. Blogging agar achhi chalti hai to bo hai design se agar apki blog design theek nahi hai to aap ki blog par useful content hone ke baad bhi achha trefic nahi milega. Kyoki google and yahoo ke anusar Jayada achhi design ko visiter bahut passand karte hai. Or adhe adhure design ko visiter passand nahi karte hai. Ye seo ke loiye bhi bahut achha hai ap coding help se seo ko bhi imrove kar sakte hai. Aap coding ki help se blog, website ki speed bhi imrove kar sakte hai. Agar aap busines ke liye course kare to ye bahut hi badiya soch hai. designing ka course ek profetional course hai. Ise aap learn karke copany join kar sakte hai. Aap designing ko learn karke develoment ka bhi kaam kar sakte hai.
Aapne basic coding seekh kar aap software coding learn karke software develope kar sakte hai. Aap ke pass blog hai to aap apne hisab se design kar sakte hai.
Learn Karne ke liye bahut saree coding hame learn karni padegi. Bahut saree Programing language hai jinhe hame learn karni badegi. Learn karne ke liye bahut saare lable hota hai or unhi lable ke sath sath programing language badti jati hai. Ham jitne lable par pahuchte jayege usi tarah languages badti jayegi. Me kuchh apko 3 lable ke baare me bata raha hu. Jinko hame paar karna hai. Jinko ko ham seekh ke professional web designer ban sakte hai.Agar aap blogger hai. Apki blog hai to apko webdesigning ka course jaroor karna chahiye. Jisse aap apni blog ko design kar sake. Or usme kuchh alag alag look creat kar sake. Blogging agar achhi chalti hai to bo hai design se agar apki blog design theek nahi hai to aap ki blog par useful content hone ke baad bhi achha trefic nahi milega. Kyoki google and yahoo ke anusar Jayada achhi design ko visiter bahut passand karte hai. Or adhe adhure design ko visiter passand nahi karte hai. Ye seo ke loiye bhi bahut achha hai ap coding help se seo ko bhi imrove kar sakte hai. Aap coding ki help se blog, website ki speed bhi imrove kar sakte hai. Agar aap busines ke liye course kare to ye bahut hi badiya soch hai. designing ka course ek profetional course hai. Ise aap learn karke copany join kar sakte hai. Aap designing ko learn karke develoment ka bhi kaam kar sakte hai.
Web Design Kya hai ?
Web design ek professional Work hai. Kayi log isse achha khasa paisa kama rahe hai. Isse aap kayi tarah se paise kama sakte hai. Aap company join kar sakte hai. Collage join kar sakte hai, Apni teching ke liye coching open kar sakte hai. Youtube channel banaker video upload karke online courses kara kar paise kama sakte hai. Agar logo ki website design karke paise kamana chahe to aap usse se bhi paise kama sakte hai. Aap apni khud ki website create kar sakte hai.Aapne basic coding seekh kar aap software coding learn karke software develope kar sakte hai. Aap ke pass blog hai to aap apne hisab se design kar sakte hai.
Web Design (Web Developer) banne/Seekhne Ke Liye Kon Si Coding Learn Karni Padegi.
1. Basic Lable :
Ye label ek basic lable hai. jiko ham kahe cutom yani normal label ya tak apko koyi problem nahi ayegi web design seekhne me. Yaha tak apko jayada kuchh nahi karna hai. Bas apko 2 coding language seekhni hai.
- Html.
- css
2. Medium Lable :
Yis label ko learn karne ke liye apke pass 2 coding language or baad jati hai. Is label me apko bahut saare mahnat karni padegi or isko seekhane ke liye mujhe post or videos dono use karne padege. Kyoki ye bahut hard work hai. Lekin ye itna hard nahi hai jitna 3rd lable hai. Apko bahut mahnat karni padegi.
- Html
- Css
- Java Script
- jquery
3. 3rd Lable Professional Lable :
Dosto yahi most lable hai jaha se hamare liye saare darbaje(door) Open ho jate hai. Aap is lable ko complete karke professional web designer ban jayege. isme or bahut saree language Bad jati hai. Jisme apko bahut saree language learn karne ko milegi. Isko seekhne ke liye apko kafi time lagega kyoki ye jitne badi language hai utni hi hard hai. Isme bahut saaree language hai jisse aap apni full website create kar sakoge.
- Html
- Css
- Java Script
- Jquery
- Photo Shop
- BootsTrap
Conclusion :
Web Design Kaise Seekhe( Web Developer Kaise Bane ? ) - online Courses for Web designing In Hindi.
To dosto Ab ham age full webdesign ka course karege. Ham isme yesi yesi languge ke baare me padege jo hamare liye abhi or age bhi use full ho. Ham apko web design seekhane ke liye post or videos dono uplabdh karaye ge. or apki poori help ki jayegi. Apko web webdesign learn karane ke liye apko saaree service dege. jisme apke sawal aap hamare whatsapp group me poochh sakege. Agar aap chahte hai aap whatsapp se contect kare to aap Neeche comment box me comment kare. Apko bahut saaree bate apko ham whatsapp ke jariye batayege. Or post videos ke jariye bhi. Agar aap chahte hai ki aap hamare poore post apne email par paye to aap hamare neeche subscribe botton se subscribe karle.
No comments:
Post a Comment