Hello readers Ham jab blogger par post likhte hai to ham usme image ko jaroor use karte hai. Isliye use hame seo friendly banana jaroori hai. Aaj ham apko batayege ki blogger posts ki image ko SEO Friendly kaise banaye. Blogger Posts Ki Image Ka SEO Optimization Kaise Kare. ye to sabhi jante hoge ki blog post me ek image ko use karna kitna jaroori hai. 1 image SEO ke hisab se 2000 words ke barabar hai. Blog kisi bhi platfrom par ho ye sab ke liye jaroori hota hai. Agar ham post me image/photo ko use karte hai to hame uski SEO search engine optimization karna bahut jaroori hai. Isse hamare blog achha rank milta hai. or post bhi achhe rank par show hote hai. Google hamesha se apni google artical me kahata aya hai ki hame post me ek image ko jaroor use karna chahiye or jab ham image ko use kare to uska optimization karna bahut jaroori hai. Isliye hame har post me ek photo jaroor use karna chahiye.
Jaise ham blogger ki post ko SEO friendly banate hai. Bese hi ham blogger ki image ko seo friendly banate hai. Jab ham posts ko SEO redy banayege tabhi hame image ka bhi optimization karna chahiye. Iskeliye bahut hi simple tareeka hai. iskeliye aap neeche ka post read kare isme full detail hai.
Blogger Posts Image Ki SEO Optimization
Kaise Kare ?
Ham agar post me image ko use karte hai or usko SEO friendly nahi banate hai to iska efect hamare SEO Search Optimization par padta hai, Jisse hamari site ki rank down ho jati hai. Hame agar post ko hame top rank tak pahuchana hai to hame har SEO opimization step follow karne hoge. Agar ham post ko Search engine optimization friendly banana chahte hai to hame Poora seo ka dhayan rakhna padega or use follow bhi karna padega.Agar apne abhi tak apne blog ki post ko seo friendly banana nahi seekha hai to aap mere yis post ko follow karo.
Uper diye hue post me mene detail se bataya hai. Aap unko follow kare seo ki janakari ke liye. Isse aapka SEO knowlage badega. Image ko optimization bahut tareeke se kar sakte hai. Bese ye itna bada to nahi hai lekin Isko ham bahut hi easy bese kar sakte hai. Iskeliye aap neeche diye hue step follow kare.
1. Rename Image :
Blog me ham jab image ko upload kare to uska name jaroor change karle. Isse ye hota ki search engine ko isko read karne me assani hoti hai. Jab ham image ko edit karte hai ya kahi se download karte hai to usme jo name ata hai bo 12324.jpg jaise me hota hai lekin ham use apne blog ke topic se related name de sakte hai.
Aap uper image me dekh sakte hai kii kaise mane apne blog ki image ko rename kiya hai aap bhi yesa hi kar sakte hai. Aap image ke name me high keyword use kare jo apke blog post se related ho yisse bhi apko bahut fayeda milega.
2. Title Text And Alt Text :
Yahi sabse most populer way hai image ko SEO redy banane ka. Aap ko Image ko SEO friendly banane ke liye image me Title text and alt text ka use karna chahiye. aap google ki official site par jakar dekh sakte hai ki search engine image me kya dekhta hai. Google ne kaha hai ki search engine image uper paint text ko nahi padta hai, Search engine image par alt text dalte hai use read karna hai. Apko image me title text or alt text lagane ka feture blogger paltform deta hai or other bhi ham ise use kar sakte hai. Iskeliye aap neeche ki image dekhe.
- Iske liye aap apne post me me image upload karo
- Image par click karo
- Properties Par click karo
- Ab uper Title text me Image ka title daale
- Alt Text me Image ke baare me Daale.
3. Image Size :
Seo ke liye bhi bahut bada fact hai. Hame Image ko post me use karne se pahle image ki size ko chek karke upload karna chahiye. Agar apki image ka mb.kb size 30kb se jayda hai to bo image SEO friendly nahi hai. Hame apne blog ki image ki size ko jitna kam karege utna hi SEO ke liye theek hai. Isse apki blog ki loading speed kam hogi isse apki blog dast load hogi.
Agar aap apne blog post ke liye kam size ki image banana chahte hai ya image ka size chota karna chahte
hai to Hmare Seo se related post read karo. isme poori jankari hai.
Agar aap apne blog post ke liye kam size ki image banana chahte hai ya image ka size chota karna chahte
hai to Hmare Seo se related post read karo. isme poori jankari hai.
Image SEO
ReplyDelete