Hello readers aaj ka post apke liye bahut hi jaroori hai. Blog Ko SEO Friendly Banane Ki Poori Jankari , Blog ki SEO setting kaise kare, Aaj ham apko yesi baate batayege. Jab ham new blogger hote hai to hame ye sab nahi pata hota hai. Or ham apne blog per post likhte rahte hai. Ham post to achhe likhte hai phirv bhi hame organic traffic nahi milta hai. Yiske bahut sare resoneho sakte hai. Yi karan me bahut saare karan ho sakte hai. Lekin organic traffic nahi milne ka sirf ek hi karan hota hai bo ye ki SEO ko unfollow karna. Yahi karan hai blog per organic traffic nahi milne ka. SEO ko ham long me search engine optimization kahte hai.
SEO ko samjhne ke liye hame time lagta hai. Agar ham new blogger hai or abhi abhi blog banayi hai to apko yitni SEO ki janakri nahi hogi. Jaise ham old hote jayege bese hame knowlage hote jayega. Hame blogger ko high rank per lane ke liye SEO Unfollow Way ki taraf nahi jana chahiye. Hame apne blog ko high rank per lane ke liye SEO follow Way ko chunna padega. Kyoki yahi bo rasta hai jise ham follow karke hero ban sakte hai.
Blogging ke start time me to ye sab sabhi se chalta hai bo aam baat hai lekin aap ko long time ya jayda time ho gaya hai bo bahut dengers baat hai. Isliye hame long time blogging karni hai to hame apni blog ko har ek way tak pahuchana hoga. Yahi success blogger banane ki tips hai or way bhi.
Blog ko Search engine friendly banana hamare liye bahut hi jaroori hai. Chahe ham old blogger ho ya new sabhi ke liye ye bahut hi jaroori hai. Agar hamhe organic traffic pana hai to hame search engine se friendship karni hogi. Or ye tabhi easy hai jab ham SEO step follow kare.
Yisliye dosto me apko yese hi trick ke baare me bata raha hu. Jo mere aaj tak ke blogging experience se hai. Mene jo abhi tak blogging me seekha hai or follow kiya hai.
Blogging ko start kiye mujhe jayada time to nahi hua hai lekin mene jo apni blog ko search friendly banane ke liye kiya bo me aaj apko batayunga jisse mujhe fayeda hua hai to apko bhi hoga to dosto follow step follow kare.
Blog Ko SEO Friendly Banane Ki Poori Jankari
Blog chahe blogger par ho ya WordPress par ya others platform par bina search engine friendly blog ke koyi bhi organic traffic nahi pa sakta hai. Blog platforms sirf apke work ko easy bana sakte hai. Agar hame organic traffic chahiye to search engine ke step follow karne padege.
Search engine ke step na hi normal hai na hi hard bas thodi mahnat karni padegi. Jo bina mahnat ke sambhayo nahi hai. Bas thode se step or thodi se mahnat hai jo mujhe para hai ki aap jaroor follow karege to aap neeche ke step follow kare.
1. Blog Title And Domain
Blog ko search engine se connect karne ke liye donain or title search engine friendly hona chahiye.
Title ki baat kare to blog ko organic traffic dilane ke liye blog title ka most role hai. Seaech engine ko yisse pata chalta hai ki apki blog kis content se related hai or blog kis type ki hai.
Domain name to aap jante hi hoge jaisa blog baisa domain example: mera blog internet or technology se related hai or me yis par internet tutorials share karta hu isliye mere blog ka domain helpertut.com
Yese hi aap ki blog jis topic ke baare me ho ya banana chahte hai ya phir domain buy karna chahte hai to apne blog ke topic se related domain buy kare.
Yiska search engine me bahut bada role hai. Or search engine friendly ke liye bhi theek hai.
2. Meta Tags
Ye to bahut hi jaroOri hai har blog or har websire ke liye. Yise use na kare yesa to koyi Blogger hi nahi hoga. Yisse jitni hamari search rank improve hoti hai. Bo aap ki kisi bhi step me nahi hogi.
Meta tags me bahut kuchh hota hai jisse ham search engine se apni detail search engine ko hide or dikha sakte hai. Isliye hamhe blog me jaroir add karna chahiye.
Isme ham he blog ka title,keyword,description,language,country,author, add karna hota hai. Jise search engine like karta hai.
3. Theem
Blog me hame SEO friendly theem use karna chahiye jiski search engine me rank achhi ho. Jise search engine like karta ho or SEO bhi achhi ho. Theem yesi ho jise search engine ko padne me koyi problem nahi ho.
4. Keyword
Keyword use karne se hamare SEO improve hoti hai. Or post bhi achhi rank par ate hai. Jo ki hamare liye bahut hi useful hai. Aap apne blog har word har content me quality keyword use kare.
Keyword research karne ke liye aap google adword keyword planner tool ko use kare. Me yiske liye post kar chuka hu . Aap use read karle
5. Backlink
Backlink se hamari site doosri site se connect hoti hai. Backlink banane ke bahut saare way hai aap choice kar le.
- Guest posting
- Commenting
- Web directory subssion
- Social Media
- SEO Service
Conclusion
To dosto asha karta hoo ki Blog Ko SEO Friendly Banane Ki Poori Jankari apko aaj ka post passand aya hoga or apne kuch yisse sheeka hoga. To agle post me phir milege jab tak ke liye SEO ko padiye mene bahut saare post kiye hai. Thanks
ReplyDeleteHello,
we provide affordable and result-oriented SEO services, please give a chance to serve you.
Thanks
Admin: E07.net