Hello dosto aap to jante hi hoge ki blog ho ya website usme logo add karna kitna jaroori hai. Aapne bahut saree site dekhi hogi or aapne site ko open bhi kiya hoga apne baha dekha hoga ki jis name se site hai yus name ki ek picture photo add ya lagi rahti hai, Jaise ham google ko open kare to baha google likha hota hai. Yusi ko logo kahte hai.
Ye har site ke liye bahut jaroori hai. Yisse hamari site ka introduction hota hai, or sabhi site apne introduction yani identy ke liye logo use karti hai. Or ye SEO ke liye bhi bahut jaroori hai. Aap to jante hi hoge SEO me kitni chije ati hai. Ye bhi SEO me ata hai. Agar aapne abhi tak apni website par logo upload change ya add nahi kiya hai to jaroor karle. Agar aapke pass website hai to usme karle. Lekin abhi ham blogger/blogspot blog par logo add upload karne ke baare me bata raha hu.
Ye har site ke liye bahut jaroori hai. Yisse hamari site ka introduction hota hai, or sabhi site apne introduction yani identy ke liye logo use karti hai. Or ye SEO ke liye bhi bahut jaroori hai. Aap to jante hi hoge SEO me kitni chije ati hai. Ye bhi SEO me ata hai. Agar aapne abhi tak apni website par logo upload change ya add nahi kiya hai to jaroor karle. Agar aapke pass website hai to usme karle. Lekin abhi ham blogger/blogspot blog par logo add upload karne ke baare me bata raha hu.
Agar aap blogger blog par hai or aap blogspot platform par blog banayi hai to apko me aaj Blogspot Blog Me Header (Logo) Kaise Add(Upload) Kare ? Ke baare me batange. Blogspot blog par logo upload ya add karna bahut hi asaan hai. Blogspot blog par logo upload karne ke liye neeche ke step follow kare.
Logo Kya Hai - Blogspot Blog Par Logo Upload (Add) Karne Ke Kya Fayede Hai ?
Logo Kya Hai : Aapne dekha hoga jab bhi ham kisi site ko open karte hai, to baha hame usi site ki photo najar ati hai header par yani body ke top par, Usi ko ham logo kahte hai. Ab aap google ko dekhle jab ham google ko open karte hai tab hame baha google likha hua hota hai bahi logo hota hai.
Logo Ko Blog Me Add Karne Ke Fayede: Logo Ko blog ya website me upload karne se blog ki title name and site name ka intorduction karati hai hamare visiter ko. Logo ko blog me add karne se hamare visiters ko saaf saaf pata chalta hai ki blog ka name kya hai blog kis topic or kis content ke baare me hai.
Blogspot Blog Me Header (Logo) Kaise
Add(Upload) Karte Hai ?
Blogspot blog me logo upload karna bahut ho easy hai. Aap bahut asani se apne blogger blog me upload kar sakte hai. Yiske liye aap neeche ke step follow kare.
Step1:
Blogspot blog me logo upload karne ke liye sabse pahle aap apne rajisterd email acount se blogger.com par login kare. Or ap baha apni site chune jis par apko logo upload karna hai.
Step 2:
Ab aap jaise hi header par click karege to apke samne ek new window open hogi. Ab baha apko apne computer se logo upload karna hai. Agar aap mobile user hai to aap mobile se upload kar sakte hai aap apni gallery se logo choose kare.
- Choose par click kare.
- Ab aap apni file chunke baha se logo choose karke logo select kare.
- Insted of the description par click kare
- Save par click kare.
- Save arrengment par click kare.
Ab apke blog me logo upload ho gaya hai agar apke pass logo nahi hai to to aap online logo create kar sakte hai. Agar aap offline banana chahe to photo shop se create karle yisse bahut badiye logo creat kar sakte hai yiska width: 300px or hieght: 70 px ya 80 px karle apne hisab se or background: transprent karle aap yis kadar logo banaye or Formate me png me save kare.
conclusion :
To dosto yahi aaj ka hamara post Blogspot Blog Me Header (Logo) Kaise Add(Upload) Kare ? agar apko hamara post passand aya hoto like share or subscribe jaroor kare or agar apko koyi problem aye to neeche comment karke hame jaroor bataye, Thanks for reading
click here
ReplyDeleteclick here
click here
click here
click here
click here
click here
click here
very help full post please read
ReplyDeleteगुटखे के दांत साफ करने के तरीके
IPL Free Me Kaise Dekhe
Blogginng Tricks: Blogspot Blog Me Header (Logo) Kaise Add (Upload) Kare ? >>>>> Download Now
ReplyDelete>>>>> Download Full
Blogginng Tricks: Blogspot Blog Me Header (Logo) Kaise Add (Upload) Kare ? >>>>> Download LINK
>>>>> Download Now
Blogginng Tricks: Blogspot Blog Me Header (Logo) Kaise Add (Upload) Kare ? >>>>> Download Full
>>>>> Download LINK cH
Konzept, Gestaltung, technische Realisierung klassischer, neuer und interaktiver Medien. kunstinstallation
ReplyDelete