Hello youtubers aaj ham youtube ki SEO Tips ki baat karege. Jab ham new channel ya ham youtube business me new hote hai to hame youtube ke baare me bahut kuchh pata nahi hota hai. Kyoki ham kisi anjan jagah per jaye to ham baha per ajnabee hi hoge. Jaise jaise ham old hote jayege bese hame baha ki baato ka gayan hone lagega.
Youtube Video ka SEO karna pahle bahut hi asan tha ham bina jayada jankari ke youtube ko mange kar lete hai. Or unhe achhi rank bhi dete the. Joki ab bahut muskil ho gaya hai. Pahle ke SEO or aaj ke SEO me bahut difficulty hai.
Pahle ke or abhi ye different hai ki pahle youtube par jayada video nahi the or dekhne baale user bhi itne jayada nahi hai.
Lekin ab bakt badal gaya hai. Ab ke time or pahle ke time me bahut farak hai. Ab youtube par itne video a chuke hai ya me ye kahoo ki perday million videos upload kiye jate hai. Jisse ye pata chalta hai ki dekhne baale user ki kitni demand a rahi hai.
Yisliye hame youtube ke video top rank tak pahuchana bahut jaroori hai. Jisse hamare video youtube ke search result me top per ayege. Jisse aap ke videos ki rank increase hogi. Or agar hamare post achhi rank per ate hai to earning bhi bahut hogi.
Agar aap youtube se jayada paise kamana chahte hai to apko apne video ki achhe se setting karni hogi. Chahe bo kitni bhi muskil kyo na ho. Kyoki apki ek baar ki hard mahnat apki poori life badal sakta hai. Yisliye kuchh bhi ho kaise bhi ho kese bhi karke manage karna hai.
Yoitube video ki SEO setting yitna asan nahi hai. Ham bahut kuchh karna hoga iskeliye. Ab youtube par itna comptition bad gaya hai ki ham bina SEO ki knowledge ke youtuber ban hi nahi sakte hai or nahi apne video ko top rank tak la sakte hai.
Youtube video ko SEO friendly banane ke liye hame kuchh baato per dhayan dena hoga jo bahut hi important hai. Ham jab bhi video upload kare ta youtube ke liye video create kare to hame kuchh baato ko dhayan me rakh kar karna hoga.

Youtube SEO Tips: Youtube Video Ki Rank Improve Karne Ke Top Way
Uper diye hue introduction se aap ko bata to chal hi gaya hoga ki SEO har youtubers ke liye kitna jaroori hai. Hame youtube ko top rank tak lane ke liye hame SEO ko follow karna padega kyoki SEO hi yesa ek matra way hai jo apko top rank dila sakta hai.
SEO yani search engine optimization jo har online marketing ke liye jaroori hai jise SEM kaha jata hai yani ki Search enging marketing.
Bas hame apne video ko search engine optimization friendly banana hoga. Jaise ham apne blog post ko banate hai agar aap blogger hoge to aap samajh bhi gaye hoge.
Youtube video ko achhi rank par lane ke liye me apko kuchh points de raha hu jinse aap apne video ki rank bada sakte hai.
1. Use User Friendly Video Title
Aap to jante hi hoge ki video ka title kitna imported hota hai. Or aap ye bhi jante hoge yisko video me kyo use kiya jata hai.
Video title ka role SEO me or rank and high traffic pane me hai. User friendly title or SEO friendly title se ham bahut hi jald top rank haasil kar sakte hai.
Title ko aap apne video me use karte to hoge hi. Or kon apne video me title use nahi karega. Kyuki jaisa hamara name hamari identy hai theek bese hi video ka title bhi video ka identy card hai.
Title ko hame apne video me user friendly use karna chahiye. Yesa title jise user search karte ho or like karte ho. Aap Yiskeliye title generator ka use kar sakte hai. Internet per bahut saare site hai jo title generet karti hai. Aap baha se apni video ke liye create kar sakte hai.
2. Keyword
Aap ko to pata hi hoga ki internet aaj ke time me useful hai. Or yise user use bhi kar rahe hai. Or internet par bo bahut saare work bhi karte hoge or online kuchh naya seekhte rahte hoge.
Yunko ye sab karne ke liye search ki jaroorat padti hai bo isliye ki unhe kuchh bhi read or work karne ke liye sites ko search karne ke liye. Jisse bo apne liye search kar sake or ye sab karne ke liye unhe search engine ki jaroorat padti hai.
Jab bo search engine par kuchh bhi search karte hai. Or bo jo bhi search karne me keyword use karte hai to unhe google summary keyword ke roop me apne database me save kar leta hai or bo un keyword ko dekhta hai ki kon keyword sabse jayada search kiya hai or jo sabse jayada search kiya jata hai to google apne SEO ke anusaar high keyword ke roop me save kar leta hai. Isliye hame apne video me jagag un keyword ko use karna chahiye.
Ham apne youtube video ke liye un keyword ko use kar sakte hai or top rank pane ke liye karna hi hoga.
Keyword find karne ke liye hame adword keyword planner tool ko use kar ke kar sakte hai.
Mene already hi isko use karni ki full guide post ki hai aap unhe follow kare.
3. Share
Aap to jante hi hoge ki youtube se paisa kamane ke liye hame more views ki jaroorat hoti hai jo asani se nahi milti hai. Views se bhi hamare SEO ka question link yani ki juda hai.
Ham views badane ke liye hi to SEO karna chahte hai video ki to views kaise bada sakege.
To me bata doo ki bina SEO ke bhi hame achhe views mil sakte hai. Social media par video karke. Jisse hamare video ke views badege or yisse hamari video youtube search engine ki nazar me ayege. Isliye videos par views badana bahut jaroori hai.
4. Subscribe
Aap abhi tak subscribe badane ke baare me jante hoge or aap apne channel ke subscriber badane me lage hoge. Lekin kya apko pata hai ki subscribe se judi ek or baat hai. Jiha jitna jaroori hame subscribe badana hai utna hi jaroori hame subscribe karna bhi bahut jaroori hai.
Hame apne channel se doosre channel ko subscribe karna bahut jaroori hai. Hame yese channel subscribe karna hai jinki quality achhi hai or subscriber bhi jayada hai.
Yisse hamara channel bade channel's se link ho payega or SEO bhi improve hoga.
5. Create Long Video
Youtube video ka SEO hoya website blog ka long video post or search me achhe rank par ate hai. Kyoki yisse search engine ko ye pata chalta hai ki video ki quality kaisi hai. Yisliye video ko ho sake to 10 minute se uper hi banaye or speech me high quality keyword use kare.
Conclusion:
To dosto yahi thi hamari aaj ki simple trick jisme mene youtube SEO tips ke baare me bataya or apko bhi isme samajh me a gaya hoga. Agar isme koyi galti ya kuchh baki hoto neeche comment karke jaroor bataye kyoki me agle update me kuchh tricks or add kar sakoo.
I just want to thank you for sharing your information and your site or blog this is simple but nice Information I’ve ever seen i like it i learn something today. IT Support Berlin
ReplyDeleteThanks for this information i am injoy reading this article.
ReplyDeleteGet Your Entire Youtube Automation Business
Set Up... In The Next 30 Days... No Experience, Knowing What To Say, or Being Comfortable On Video Required!
Step By Step Video Course Teaching You How To Make Stupidly Simple Videos That Sell Affiliate Products. Each Video Is Kinda Like An Expert Salesman Selling Products Or Getting Leads. This Is A "no-face" Youtube Strategy, Start $34,955.20 Earning Passive Income Today!
Click Hare For More Information