Sunday, May 21, 2017

Google Webmaster Tools Me Site Crawl Errors Fix Kaise Kare - GWT Guide

Hello dosto aaj ham apko batayenge ki google webmaster tools me site crawl errors fix kaise kare. Aap to jante hi hoge ki hame google traffic pane ke liye ham apni blog ko google search engine me sumbit kar dete hai. Google bhi hame apni blog website ko google search engine me sumbit karne ki free service deta hai.

Google webmaster tool ( GWT ) google ki hai ek free service hai jaha ham apni blog website ko sumbit kar sakte hai.
Or google se achha traffic pa sakte hai.

Lekin jab ham apni blog ko google search console me sumbit karte hai to hame use manage bhi karna padta hai. Jab ham apni blog ko google search engine me sumbit karte hai to usko time to time dekhna chahiye ki usme koyi errors to nahi hai.

Jab hamari site par kuchh understanding hoti hai to google search console me bo hame dikhti hai. Jo bhi hamari site me problem aye. Opening me problem, site rank me problem aye, ya hamari post ki search results me koyi bhi dikkit aye to bo hamari google webmater tool GWT me dikhta hai.

Jaise hame koyi error dikhe to bo ham he error fix karne padte hai. Agar ham yesa nahi karte hai to hamari site rank down ho jayegi or hamari site me results me problem ana suru ho jayegi jo blog le liye bahut danger hai or koyi Blogger yesi galti karne ki nahi soche ga or na kabhi yesa chahega. Yisliye error fix karna bahut hi jaroori hai.
how-to-fix-webmaster-tool-site-crawl-errors
GWT SEO Guide 
Google webmaster tool (GWT) jis par ham apni blog website ko submit karke apni site ki rank ko improve kar sakte hai. google search console me ham apni blog sumbit karke google se achha traffic pa sakte hai. Google ki free service hone ke karan ye hamare liye full tools provide karti hai or ye google ki free service hai, jisko use karne ke hame bilkul bhi paise nahi dene padete hai.

GWT me apni site ko sumbit karne par google hamari ka full protect karta hai. Jisse hame blog/website ko google tool me ek baar sumbit karna hai. or sumbit karne ke baad google hamari site ki poora khayal rakhega.

Jab ham google me site sumbit karte hai jaise jaise hamari site google me ane lagegi or femouse hoti jayegi or jayda use ki jayegi to usme problem ana mamooli si baat hai. Hame ghabrana nahi ham nahut easy way se unhe fix kar sakte hai.

Google Webmaster Tools Site Crawl Errors Ki Jankari  - GWT SEO Full Guide  In Hindi

Google duniya no1 search engine hai Kyoki google hamare liye naye naye chijo ka Experiment karta rahta hai. Google abhi tak hamare liye bahut saree service provide kar chuka hai. Or google webmaster tools bhi unmese ek hai. Yisliye google world ka no1 search engine hai.

Crawl errors fix karne se hame 100% rank me fayeda hota hai. Yisse hamari rank improve hoti hai. Jab hamari site par jayda traffic ya kuchh hamari galti ya others problems se hamari site me errors problem ho sakti hai.

Google webmaster tools me hame 3 chijo ka dhayan rakhna chahiye 1. DNS Errors 2. Server Connectivity 3. Robot.Text Fetch Errors hamare site ke GWT acount me yahi 3 problem hati hai jinhe ham error kahte hai. Agar hamari site me kuchh Errors huye to yaha massege dikhne lagte hai. Jinhe aapko fix yani sahi karna padta hai.
  • DNS Errors
  • Server Connectivity
  • Robot.Text Fetch
Google wapmaster tool me site errors fix kaise kare.

DNS Errors: 

Ye bahur hi asan sawal hai. Jab ham internet open karte hai agar jaise hi apne internet open kiya. Agar hamne net connection data nahi khola hai to baha par " enable to connect internet " likh kar ayega or agar agar ham site ka DNS address change kare ya phir domaim site par add kare to jab tak Hamara DNS address Server par add nahi hota hai to error ata hai. Yisi ko DNS error kahte hai.

Server Connectivity:

Ye problems hame or user jab ati hai tab hamara server busy, server slow ho ya net connection slow ho.
Tabhi yis prakar problems ati hai. Jaise server slow hue to Browser me likh kar ata hai- "webpage not available "Yisi ko server connectivity kahte hai.

Robot. Text Fetch

Jab ham kisi page ya file ko robot.text file ki help se hide ya remove karte hai to ye arror ata hai. Kyoki search me agar bo link ya page index hai or agar ham uski link ko change karte hai to search engine ko 1 se 2 din lagte hai use convert karne me.

Ye errors hamesha server or DNS ki problem se ate hai agar inhe jaldi fix nahi kiya gaya to yisse hamari site rank or traffic par bad efect pad sakta hai. Yisliye 2 se 3 din me GWT me Chek karte rahe ki kahi errors to nahi a agaye hai. Agar errors hai to unhe aap neeche diye hue easy step se handle kar sakte hai.

Google Webmaster Tools Me Site Crawl Errors Fix Kaise Kare - GWT Guide

Sabse pahle aap Google webmaster tools par jaye or aapne jis gmail acounte se GWT par acounte banaya hai usse login kare.
Or apko jis site ka errors fix karna hai us site par click kare.
Google search engine se site errors problem fix kaise kare.

  • Dashboard me jakar crawl par click kare.
  • Crawl errors par click kare.
  • Ab apko Desktop,smartphone jis me error dikhe use select karo
Ab aap jab select karege to apko neeche kuch keyword najar ayege ye abhi hai jinse errors problem a raha hai.
Aap sabko select karke Mark Fixed par click kardo.
Blog ki errors problem ko GWT me fix kaise kare
Ab aap ki google webmaster tools se errors fix ho gaye hai. Dhayan rahe ki ye problem ek baar kardene se hamesha ke liye solved nahi hoti hai. Ye problem 2 se 3 din me phir se ati rahti hai.

Yisliye hame har din inhe chek karte rahna chahiye agar ye dubara ayi to aap inhe asani se fix kar sake.

To dosto apko kaisa laga aaj ka ye post agar helpful ho to comment jaroor kare me agle din phir se yesa hi helpful article le kar ayunga jab tak ke liye thanks for reading

No comments:

Post a Comment