Thursday, May 4, 2017

Blogspot Blog Me Stylish Heading Kaise Add/Use Kare

blogspot-blog-me-stylish-heading-kaise-use/add-kare.jpg
Welcome Once Again my all blogger and readers. Me apko yis baar bhi apki blog ki design ke baare post laya hu. Jo ki Hai Blogspot Blog Me Stylish Heading Kaise Add/Use Kare. yahi aaj ka hamara post hai. Ham blogging karte hai. Blog par post bhi likhte hai. Post me Heading bhi use karte hai. Ham blog ko to sabhi prakar se design karlete hai. Hame ye nahi pata ki blog or bhi kayi tareeko se design kiya ja sakta hai. Ji ha ham baat kar rahe hai apne blog ki heading ki jise ham design karke bahut hi effective bana sakte hai. Ham aaj isi ke baare me batane baale hai or poore step bhi bataye jisse aap apni blog ki headings ko stylish bana sake. Ham apko yesa code dege jisse apki blog ki heading ka look ek dam change ho jayega jo aap soch bhi nahi sakte hai. Bilkul helpertut aap ke blog ki design ke liye ek or post laya hai. Bese ham blog ki design ke liye bahut saare post kar chuka hu aap unhe chek karke follow karke apne blog ka design achha bana sakte hai. or blog ko design kar sakte hai.
To dosto apni blog ki heading ko stylish banane ke liye neeche ka post read karo step follow karo. Or dosto post passand aye to like share subscribe and comment jaroor kare.

Blogspot Blog Me Stylish Heading Kaise 

Add/Use Kare

To dosto aap uper diye hue introduction se samajh to gaye hi hoge ki aaj ka post kis topic par hai. Agar nahi to aaj ka hamara post blog design ke topic par hai. Jise ham apke blog ki design ke liye laye hai. To agar apko apni blog ki headings ko efective banana hai to apko mere neeche diye hue step follow karne hai.

step  : Copy/past  Css Code :
Me jo code apko de raha hu bo css code hai jise aapko apni blog ki coding ki css coding me past karna hai. Is code ko aap copy karle.
.post h2 {
background: url("https://blogger.googleusercontent.com/img/b/R29vZ2xl/AVvXsEjjTUBF83-Ei9MAViMK0V37wlZfaZzgKk0yQ5LictbyV1gKf7ZjYnLib1ViIrHn_b1GvZOTcm_vIIwiYt5XFnEAYHF5j8lCC-hOdmsAfrH2aI4DB-ElL6rIgeft7Uzlp111JiUVi6ifRfc/s1600/h3.png") no-repeat 4px center transparent;
font-size: 20px;
font-family: 'Fauna One',serif;
font-weight:normal;
padding: 3px 10px 3px 80px;
color: #0274be;
border: 3px solid #5bb5f0;
text-shadow: 0 1px 0 #CCC;
-moz-border-radius: 60px;
-webkit-border-radius: 60px;
border-radius: 60px;
-moz-box-shadow: 0 1px 3px #5bb5f0, 1px 1px 0 rgba(255, 255, 255, 0.4) inset;
-webkit-box-shadow: 0 1px 3px #5bb5f0, 1px 1px 0 rgba(255, 255, 255, 0.4) inset;
box-shadow: 0 1px 3px #5bb5f0, 1px 1px 0 rgba(255, 255, 255, 0.4) inset;
margin: 15px 3px;
text-transform: uppercase;
line-height: 1.3;
}
Uper diye hue code ko copy karle or neeche ke step follow kare.

Step 2 : Past Css Code In Your Blogger Coding
Ab apne uper diya hua css code ko copy kar liya hai. use kahi past kardo. Jaise ki notpade me note pad me css code ko past kar do or neeche ke step follow kro.
Blogspot Blog Me Stylish Heading Kaise Add/Use Kare.jpeg

  1. Bogger a/c me sing in kare.
  2. Theem par click kare.
  3. Edit html par click
  4. apne keyboard  se ctrl+f key dabaker 
  5. < /b:skin> Code ko past karke search kare
  6. or theek uske uper uper bala css code past larde bas hogaya.
Ab apke blog me stylish headings show hone lagegi agar koyi problem aye to neeche comment karke poochh sakte hai. agar Blogspot Blog Me Stylish Heading Kaise Add/Use Kare post passand aya hoto like share comment share and subscribe jaroor kare. Thankd for reading

No comments:

Post a Comment