Hello dosto aaj ham apko batayenege ki blogspot blog par favicon upload kaise karte hai or ye favicon icon kya hai. Dosto ye to sabhi jante hi hoge ki blog ho ya website sabhi ki design achhi hoto bo achhi lagti hai. Aap ne bahut saaree proffesional website dekhi hogi jinke top par 1 icon hota hai. Use ham favicon icon kahte hai. Ye sabhi blog or website me add hota hai, Yise ham apni blog par bhi upload kar sakte hai.
Yisse hame bahut saare fayede bhi hai, Hame yisse bahut sare fayede hote hai. or sabse jayada ye fayeda deta hai. Proffesional look dene me hota hai. Yise sabhi blog or website use karti hai. Aap dekh sakte hai ki jab ham new blog banate hai to hamare blog ke tab par blogger blog ka favicon icon a jata hai, Ham us Favicon icon ko change karke apni passand ka favicon icon blogger blog par upload kar sakte hai. Jo ki bahut easy hai. Jise ham bahut hi asani se apni blogspot blog par favicon icon change or upload kar sakte hai.
Yisse hame bahut saare fayede bhi hai, Hame yisse bahut sare fayede hote hai. or sabse jayada ye fayeda deta hai. Proffesional look dene me hota hai. Yise sabhi blog or website use karti hai. Aap dekh sakte hai ki jab ham new blog banate hai to hamare blog ke tab par blogger blog ka favicon icon a jata hai, Ham us Favicon icon ko change karke apni passand ka favicon icon blogger blog par upload kar sakte hai. Jo ki bahut easy hai. Jise ham bahut hi asani se apni blogspot blog par favicon icon change or upload kar sakte hai.
Jab ham kisi browser me kisi bhi site ke url ka bookmark ya tab save karte hai to Baha uska name nahi ata hai ki ye google hai, Facebook hai, Baha yinka icon ata hai. Apne deekha hoga google ka favicon icon G aata hai, Facebook ka F ata hai yisi tarah duniya me jitni bhi website blog hai sabhi me favicon icon add hota hai, or uski help se tab or bookmark me bhi yusi se icon show hote hai.
Site Favicon Icon Kya Hai - Ye Blog or Website Ke Liye Jaroori Hai ?
Me apko uper bhi bata chuka hu ki favicon icon blog or website ke liye bahut hi jaroori hai. Chahe bo blog ho ya website ya fhir bo chhoti ho badi sabke liye bahut jaroori hai. Yisse hamari blog or website ka lokk bhi bahut proffesional ho jata hai. Jisse hame visitor or traffic me fayeda milta hai.
Agar aap yise SEO ki najar se dekhe to SEO ke hisab se ye bahut jaroori hai, Ab aap soch rahe hoge ki yisse SEO ka kya connection hai to me bata doo ki jab ham apni site ki SEO yani search engine optimization setting ko online SEO tool par chek karte hai to baha bhi bataya jata hai. Agar aapne apni blog ya website favicon icon add nahi kiya hai to SEO ko chek karte time jab apka SEO setting result ayega agar aapne add kiya hoga to Sahi icon ayega agar aapne nahi kiya hai to error ayega. Yisliye SEO ke liye bhi bahut importent hai.
Agar ham mobile ki baat kare mobile ke liye jitne bhi browser bane hai sab me tab hote hai. Jab ham kisi site ko baar baar open karte hai to browser yuse save kar leta hai "Tab" ke roop me. Jab bo save karta hai to baha site name nahi ata hai baha yus site ka favicon icon ata hai. Yisliye blog ko mobile friendly banane ke liye blog ho ya website me favicon icon jaroor add karna chahiye.
Blogspot Blog Me Favicon Icon Kaise
Add Kare ?
Blogspot blog me add kar rahe ho ya other me mene apko yiske benefits bata diye hai. Agar aap sochh rahe hai ki aap bhi apni blog par favicon upload karenge to aap bahut aasani se kar sakte hai.
Agar aap ye soch rahe hai ki favicon icon kaha download kare. to bahut hi easy hai. Aap computer user hai to photoshop se creat karle or agar aap mobile user hai to aap picsart se creat karle.
Agar aap yitni jhanjat me nahi padna chahte hai to aap online create karle yesi bahut saaree site hai jo free or paid dono icon provide karti hai, Jaisa ki me janta hu bo hai iconfinder ye site free or paid dono tarah ke icon provide karti hai aap yaha se download karle. or blogspot blog me favicon icon ko add or upload karne ke liye neeche ke step follow kare.
Step :
Sabse pahle aap apne rajisterd Gmail acount se blogger.com me login kare or Jis blog par aap favicon icon add upload karna chahte hai aap baha par click karo.
- Layout Me Jaye.
- Left Site Me Favicon Widget Hoga Yus Par Click Karo.
- Ab Choose Ki Jagah Par Click Karke Fevicon Upload Kare.
- Save Par Click kare.
- Save Arrengement Par Click Kare.
Ab apke blog me favicon upload ho gaya hai, Agar aap yisko future me change karna chahe to yese hi step follow karke apni blog par upload kar sakte hai, change kar sakte hai.
Agar apko achhi si favicon chahiye to aap online creat or design bhi kar sakte hai lekin jo way mene bataya bo bahut useful hai or time ki bajat karne bala hai.
Sabhi blogger yese hi trick ko use karte hai, Jisse unki time ki bachat bhi ho sake. Favicon icon ko blog par add hone me thoda time bhi lag sakta hai or nahi bhi kyoki yisko upload karne ke baad ye 3 se 5 mimit ke andar hi blog par show hoti hai, to thank for reading apko hamara post Blogspot Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare ? passand jaroor aya hoga agar aya hoto share jaroor kare. Agar koyi problem aye to neeche comment kare.
Blogginng Tricks: Blogspot Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare ? >>>>> Download Now
ReplyDelete>>>>> Download Full
Blogginng Tricks: Blogspot Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare ? >>>>> Download LINK
>>>>> Download Now
Blogginng Tricks: Blogspot Blog Me Favicon Icon Kaise Add Kare ? >>>>> Download Full
>>>>> Download LINK