Monday, May 8, 2017

Blog Me Code Box Kaise Use Kare - Poast Me Code Box Kaise Add Kare.

Hello dosto me apko bataunga ki Blog me code box kaise use kare. Aap tp jante hi hoge ki blogger ek free service hai. Jaha ham free me blog banaker chala sakte hai. Lekin muskil to hame tab ati hai jab blogger par kuchh kaam theek se na ho. Ab ham code box ki baat kare to blogger ke liye abhi tak koyi stylish code box nahi bana hai. Agar bana ha to theek se kaam bhi nahi kiya hoga. Yesha me nahi kah raha hu Yasha to bo kah rahe hai. Jo blogger par free blog banane ke baad post share karte hai. Kyoki blogger ek free service hone karan blogger ko jayda support nahi mil pata hai. Lekin koyi kitna bhi rokle lekin blogger baale nahi rukege. Ham blogger plaform baale Wordpress or other platform ki barabri to nahi kar sakte hai. Lekin unse ham peeche bhi nahi rah sakte hai.  Blogger yesha nahi soche ki blogger platfrom achha nahi hai. Agar hame blogger me koyi problem a rahi hai to help lo help jaroor milegi. Ham baat kar rahe hai abhi code box ki to blogger ke liye bhi achhe se achhe code box mozood hai lekin unhe search karne ki use karni ki baat hai.
Blog Me Code Box Kaise Use Kare - Poast Me Code Box Kaise Add Kare.
Code box ko blogger blog me use karna bahut hi assan hai. Hame iske liye jayada coding ki jaroorat nahi padti hai. Hame agar blog me jayada stylish code box use karna hoto hame css coding or jayada coding jaroorar padti hai jo blogger blog ke theek nahi hai. Isse ham agar blog ki coding me jayada code use karege to hamare blog ki page speed slow ho jati hai jo seo ke liye bilkul bhi theek nahi hai. Ab aal soch rahe hoge ki to phir kya kare. Ham apne blog post ke liye simple code box use kar sakte hai. Ye kahne me simple hai lekin ye sab codebox se diffrent hai.  Isliye ye fasr loded or efective hai.

Blog Me Code Box Kaise Use Kare - Poast Me Code Box Kaise Add Kare.

Me uper bhi bata chuka hu ki ise use karna bahut hi simple hai. Apko kuchh nahi karna hai bas aoko neeche diya code ko copy karna hai. Jab aap blog me post likhe or jab bhi apko code box ki jaroorat pade to aap baha ye code past kare.
Or aap apni post ki html me jakar jagah chun kar past your code ki jagah aap apna code past kare. Or compose par click kar de. Bas ho gaya. Ab apke blog me code box add ho gaya hai. Ab aapko jab bhi code box ki jaroorat pade to aap yahi mathod chunne yah simple way hai.

Blog Me Code Box Kaise Use Kare - Poast Me Code Box Kaise Add Kare.
Aaap isi prakar blog ke post me code  box use kar sakte hai. Blogger blog ke liye bahut saare code box hai. Aap unko bhi use kar sakte hai. Lekin agar apko yahi passand ata hai to aap ise use kar sakte hai. Yah bilkul safe and easy way hai.

Conclusion

Dosto aaj ka ye post Blog Me Code Box Kaise Use Kare - Poast Me Code Box Kaise Add Kare. Apko agar isme koyi problem aye to neeche comment box me comment jaroor kare. Or like share or subscribe jaroor kare.

1 comment:

  1. Thanks for sharing such an amazing information on this website. I appreciate your work and requesting you to please keep posting other articles.

    Get Technology Updates on Crazy To Tech
    Best Digital Marketing Agency in Punjab

    ReplyDelete