Thursday, May 18, 2017

Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare

Hello readers Aaj ham apko batayege ki Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare. Agar aap chahte hai ki apke post achhi rank per aye or apko organic traffic mile to apko apni blog ki har post me search description add karna hoga.

Agar aap blogger per hai to ye post apke liye bahut important hai kyoki har blogger ke liye SEO bahut jaroori hai. Kahne ko ye kaha jata hai ki blogger platform ek SEO friendly plaform hai. Lekin yesa kuchh nahi hai. SEO sabke liye baraber hai. Agar me ye kahu ki Blogger ke mukable wordpress ka SEO achha hai or manage karne me bhi to ye bura nahi hoga.

Wordpress blogger ke mukable jayada best hai yisliye ki wordpress per jayada plugin hote hai jinse blog ko asani se manage kiya ja sakta hai. Lekin yesa blogger per nahi hai blogger ke Search engine optimization ke liye hame bahut saaree paresaniyo ka saamna karna padta hai. Isliye wordpress blogger kahi jayada better hai.

Yesha nahi hai ki ham SEO ke dar se blogging karna hi chhod de, Hame Search engine ke liye kuchh to karna hi hoga jisse ham he organic traffic mil sake. Yisliye hame blogger blog ki SEO setting karni chahiye. Jo bilkul bhi easy hai. Aap simple tareeke se kar sakte hai. Lekin aaj ham baat kar rahe hai. Blogspot blog ke har post me search description kaise add kare.
Blogger Ki Har Post Me Search Description Kaise Enable Kiase Kare
Blog ki har post me serch description add/enable bahut assan tareeke se kar sakte hai. Yisse hame bahut saara fayeda hai. Jaise ki agar hamare post google search engine ya other serch engine me serch result me nahi ate hai to sab yisi ka karan hai. Search description se search engine ko pata lag jata hai ki blog ke content kis topic per hai, or yisme kya kya hai. Jab bhi search engine user hamare search description se related keyword search karega to search engine hamara post show karega.

Blogger Blog Me Search Description Enable Karna Kyo Jaroori Hai.

Blog ko agar hame achhi rank per lana hai to search description enable karna bahut jaroori hai. Search description se hamare blog ki post high rank per ati hai. or search engine ko hamare post ko padne me asaani hoti hai.

Search description hamare post ke pore word poore content ka chota si detail hoti hai. Jaise ki hamne apne post me 1000 se 2000 word ke beech me post likha hai agar usme apne search description use nahi kiya hai to bo poora post bekar hai.

kyoki bina search description keyword ke search engine post ko nahi padta hai, or like bhi nahi karta hai. yisliye hame apne har post me Search description enable karna jaroori hai.

Blogger Ki Har Post Me Search Description Enable Kaise Kare

Search description ko blogger me enable karna bahut hi asaan hai. Ye koyi code nahi hai ki apko apne blog ki coding me add karna hoga. Ye pahle se hamare blog ki setting me hota hai. Lekin bo pahle se dessibled rahte hai. Hame apni blog ki setting me jakar enable karna hota hai.

Iskeliye me apko bahut hi asani bata raha hu. Jise aap step follow karke apne blog me search description enable kar sakte hai. Jisse aapka traffic improve ho sake. or apke post SEO friendly ban sake. Yiskeliye neeche ke step follow kare.

Step 1.

  • abse pahle aap blogger.com me login kare.
  • Left side me dropdown Menu Per aye.
  • Seting Per click kare.
  • Search preferences per click karo.
Blogger Ki Har Post Me Search Description Kaise Enable Kiase Kare
Step 2.
  • Ab apke Description likha hoga baha dessible ke per click kare.
  • Ab yes per click kare.
  • Apne blog ke bare 150 word me likhe behi keyword daale jo apke blog se related ho.
  • Save change per click kare de,.
add SEO friendly keyword in meta tags in search description
Step 3.
  • Ab new post per click kare.
  • Ab aap apne post pannel ke righ side me dekhe baha search description enable ho gaya hai.
Blogger Ki Har Post Me Search Description Kaise Enable Kiase Kare

Ab apke blog me search description enable ho gaya hai. Ab ham apko agle post me yise use karna batayege. Jiase ki blogspot blog ki post me SEO friendly search description kaise use kare. Agar dosto post passand aya hoto like share or subscribe jaroorr kare. Or agar koyi help chahiye to neeche comment karke jaroor poochhe.

1 comment:

  1. Tagsyoutube.com best tool for youtubers, its will help you generating video title , tags, also thumbnail genrator Click to know more at : https://tagsyoutube.com/

    ReplyDelete