Thursday, May 25, 2017

Blogspot Blog Me What'sApp Floating Share Button Kaise lagaye

Hello friends, Bahut time se bahut saare blogger whatsapp share button ko blogger me add karne se laker paresan hai, bo yisliye ki facebook or other social media ek social site hai, or WhatsApp ek social Apps hai. Jo social site hai unke share button to hame bahut asani se mil jate hai. Lekin WhatsApp share button easily nahi milta hai. Whatsapp share button ko aaj ke time me sabhi blogger lagana chahte hai or laga bhi chuke hai.

Whatsapp ka share button code banana bahut hi hard hai social site ke mukable kyoki ye jayatar mobile me use hota hai. Social site ek website ki tarah hoti hai lekin whatsapp nahi hai. social site ka apna ek site adress hota hai jaise ki domain name lekin whatsapp ka koyi domain nahi hota hai.

Social site share button me to ham asani se link dekar bana sakta hai. Whatsapp share button banane ke liye apps ko target karna padta hai. Jaise hi visiter WhatsApp share button par click karenge to bo seedhe WhatsApp par atomic redirected ho jayenge.

Whatsapp share button lagane se hamare blog ko bahut fayeda hai. Aaj ke time WhatsApp sabse jayada use kiye jane bala social media app hai.

Jiske bhi pass smartphone hai uske mobile me whatsapp jaroor hoga. Yisliye hame apne blog me whatsapp share button lagana jaroori hai.
blogspot blog me whatsapp share button kaise lagaye
Jab bhi koyi user apki blog par ayega or usko apki blog me se kuchh laga to apne friend or family ko jaroor send karenga.

Whatsapp share button se hamari blog ka kafi traffic increase hoga or blog ka look bhi hoga.

Jo me apko share button de raha hu bo bahut hi stylish hai. Achhi baat to ye hai ki ye floating hai or ye apke blog me ek jagah par chipke rahenge.

Ye share buttons me WhatsApp hi akela share button nahi hai yisme apko facebook Twitter or bhi bahut saare share button hai.

Ye jo me apko jiske code raha hu bo full responsI've hai ye device ke anusar apna look bhi badal dete hai. Ye mobile me alag or laptop pc me alag look ke sath dikhte hai.

Whatsapp share button ye sirf mobile me hi dikhta hai ye laptop desktop me nahi dikhega.

Yesa nahi hai ki poore share button nahi dikhenge. Yismese sirf WhatsApp button hi laptop Computer me nahi dikhenge or baki ke Facebook,Twitter or other sabhi dikhenge.

Blogspot Blog Me What'sApp Floating Share Button

 Kaise lagaye

Blog me whatsapp share button lagana bahut hi asan hai, Bas apko neeche ke code ko apne blogspot ki coding me add karna hai. Aap neeche ke step follow kare,
Step1: Ap neeche diye hue code ko copy karle kyoki hame yisi code ko blog me add karna hai.
Step2: Ab aap apne blogger par login kare.
  • Aap left side me dropdown menu me Theem  par click kare
  • Edit Html par click kare,
  • Ab aap apne keyboard se Ctrl+f dabakar head search kare. or theek uske neeche past karde. search kare theek uske neeche past kar de.
  • Save theem par click kare.
blogger blog me whatsapp share button kaise lagaye
Ab apke blog me whatsapp share button add ho gaye hai. Agar apko  yinme add karne me koyi problem aye to neeche comment kare, 

No comments:

Post a Comment