Aap to jante hi hoge ki aaj ke time me social ka kitna upyog ho raha hai. Chahe jo ho business ho chating sab social media ke jariye hone lage hai. Yese me social media ko ham hamare liye use full kahe to bura nahi hoga.
Social sites to internet par bahut saaree hogi. Jo apne kamo se jane jati hai. Yismese facebook bhi ek hai aaj ham apko facebook ka baare me amazing ansuni bate batatege. Jo aap ne suni bhi hogi or nahi bhi.
Social sites to internet par bahut saaree hogi. Jo apne kamo se jane jati hai. Yismese facebook bhi ek hai aaj ham apko facebook ka baare me amazing ansuni bate batatege. Jo aap ne suni bhi hogi or nahi bhi.
Facebook Ke Baare Kuchh Jaroori Facts
Facebook ek bahut hi badi social sites jaha million user apne acounte open karke facebook ki amazing services ka maza le rahe hai. Ham apko yese hi kuchh baato ke baare me batayega.
1. Opening
Facebook 4 February2004 me developed hua tha yisne social ki duniya me bahut lamba rasta tay kiya hai.
2. Alexa Rank
Facebook ki Alexa rank April 2017 ko bat kare to uski "3" hai.
3. Users
Facebook ke users ki bat kare to 31 march 2017 me uski 1.94 monthly billions user hai. Jo ki social site me bahut jayada hai.
4. Support device
Facebook har device ko support karta hai laptop,Computer,tablet,smartphone, sabhi me support karta hai.
5. Support language
Facebook ki language ki baat kare to Facebook bahut saree language support karta hai. Bese bhi facebook par aap chahe jo language use kar sakte hai.
6. Feature
Facebook bahut hi useful site hai. Jaha ham apni online profile create kar sajte hai. Aap yaha apni unlimited picture upload kar sakte hai. Apni photo ko edit share and bahut kuchh kar sakte hai.
Facebook par ham apne friend or country or others country ke logo chating kar sakte hai.
Conclusion
To dosto mana ki ye post bahut simple or short hai. Lekin abhi mere pass time kam hai yishliye dosto jaldi karna pada . Jaise hi mujhe time milega apko me useful se useful post laker ayunga mene ye post apko meri regular post nahi karni ki bajah batane ke liye to thanks dosto.
No comments:
Post a Comment