Hello dosto aap sabhi ke liye fir se ek post laya hu Blogger Blog Me Stylish Open New Window Email Subscribe Widget Blog Me Kaise Add Kare ye bhhi blog ki design se related hai. Bese apke blog ke design ke liye bahut sare post kar chuka hu aap unhe bhi follow kare jisse or bhi apki blog ki design ho sake.
Blog ke liye traffic kitna jaroori hai ye aap sabhi blogger jante hoge. Ham traffic paane ke liye jaane kitne way use karte hai. Jo kafi useful hote hai. Hame blog ke jayada traffic paane ke liye jayada mahnat karni padegi.
Agar ham apne visiter ko apne hi blog per roke rakhne chahate hai to bo bhi ek achha way hai. Yiskeliye hame apne blog ke readers ko apni site ko subscribe karbana hoga. Iskeliye hame email subscribe widget ki jaroorat padti hai. Jo me apko dene baala hu.
Jo ye widget hai bo kafi stylish hai. yise hame blogger me add karna bahut hi asan hai. Hame bas Kuchh step hi follow karne hai.

Email subscribe widget ko blogger me add larne ke liye code ko blogger me add karna hota hai. Jo bahut hi easy hai. Aap to blog me code add karna jante hi hoge. or aapne apni blog me add bhi kiye hoge. Theek bese hi yise bhi apne blog me add karna hai.
Agar apko code ko blogger me add karna nahi ata hai hai to koyi baat nahi hai. Me apko poora batauga. Yis ke liye apko mere diye hue step follow karne hoge aap neeche diye hue step follow kare.
Blogger Blog Me Stylish Open New Window Email Subscribe Widget Kaise Add Kare ?
Step1: Copy Code.
neeche diye hue code ko aap copy karle.
neeche diye hue code ko aap copy karle.
No comments:
Post a Comment