Wednesday, May 3, 2017

Blogspot Blog Ke sidebar Widget Me Dotted Border Line Kaise Add Kare.

Aaj ham Blogspot Blog Ke sidebar Widget Me Dotted Border Line Kaise Add Kare. iske baare me jaanege. Aap ki bhi chahat hogi aap apne blog ko achhe se achha look de. Kyoki blog ki jaan to uski design hai. Achha traffic pane or logo chahete banane me blog ka design bahut help karega. Ap jo thhem use kar rahe hai to har theem pahle se be feture nahi ate jo ham chahte hai. Me ye nahi kah raha hu ki theem designer besa kar nahi paate hai. Me isliye kah raha hu ki jo ham free theem use karte hai bo theem hame isliye free milte jati hai kyoki jo theem designner hai unka inme fayeda hota hai. Free theem use kar ke hamara hi nahi fayeda hota hai unka bhi isse fayeda hota hai. Unka to fayeda hamse se bhi jayada hota hai bo ye fayeda hota hai ki unhe bina kuchh kare backlink and achha traffic milta hai bo isliye jo ham free theem use kar rahe hai un sab me footer link hoti hai jinme unki site ka address hota hai. Jab koyi hamari blog par visit karta hai. Agar bo apki footer criedit link pe click karta hai to bo unki site par pahuch jata  hai jisse unka traffic badta hai.
blogspot-blog-ke-sidebar-me-dotted-border-line-kaise-add-kare.jpegf
Blog ke design ke baare me bahut post kar ckuka hu aapko unme bhi bahut saare trick mil jayegi. Blog ko design karne ke liye. Lekin abhi ham baat kar rahe hai blogspot blog ke sidwbar me dotted border line kaise add kare.
Ye bahuthi easy kaam hai. Bese bhi hard work koyi bhi nahi hota hai bad mahnat or dimag hona chahiye. Sidebar me dotted border add karne ke liye bas apko blog ki thodi si coding karni padegi. Isme thidi si dikkit hai. Kii apko coding karte samay kisi bhi baat par dhayan na de sirf border ki soche iskeliye aap neeche ke step follow kare.

Blogspot Blog Ke sidebar Widget Me Dotted Border Line Kaise

 Add Kare.

Sabse pahle to me apko jo code de raha hu use aap copy karke ke kahi achhi jagah past karde kyoki hame abhi ek code or copy karna hai or search karna hai.
#sidebarsnbt .widget li { list-style-type: square; margin-left: 15px; margin-bottom: 7px; color: red;
border-bottom: 1px dotted black; margin-bottom: 6px;
padding-bottom: 6px;;
Uper diye hue code ko aap copy karle yahi hamare dotted border ka code hai. Isko apne blogger theem me add past karna hai. ab apko neeche ke step follow katna hai.

step1 :

Ab apko apne blog ki coding me jakar jo hamne uoer code copy diya hai. Use add past karna hai. Iskeliye aap.
blogspot-blog-me-dotted-border-kaise-add-kare.jpeg
  1. Blogger me login kare
  2. Theem par click kare
  3. Edit Html par click kare 
  4. or phir ctrl+f  key dabaker < /b:skin> past karke search kare.
  5. or theek uske uper past kare.
  6. save Theem Par Click Kare.

Bas apke blog ke sidebar me dotted border show hone lage hai. Agar koyi problem aye to neeche comment karke ke poochh sakte hai.

conclusion :

To dosto ho gaya apke blog me dotted vorder show hone lage hai. Aagr koyi problem aye to hamse jaroor pooche me jaroor reply karoonga. Agar Blogspot Blog Ke sidebar Widget Me Dotted Border Line Kaise Add Kare. post passand aya hoto like share comment or subscribe jaroor kare. Or age ke post direct apne email par pane ke liye hamari site ko subscribe kare.

No comments:

Post a Comment