Saturday, May 6, 2017

Facebook Account Kaise Banaye ? Poori Jankari Hindi Me

Dosto aap to jante hi hoge ki facebook acount har person banana kitna jaroori ho gaya hai. Aaj ke time me chhoto se leker bade tak sab social site par active rahte hai. Facebook twiter jaise social network aj ke time Populer hai. Jinhe har koyi use kar raha hai or karna bhi chahte hai. Aap bhi karna chahte hoge.Facebook ko use karna bahut hi easy hai. Lekin iski therms and condetion bahut hard hai. Aap agar iske rule ko follow nahi karoge to facebook apko hamesha hamesha ke liye block kar dega. Aapko jayda socni ki jaroorat nahi hai. Facebook par ulti seedhe post ko share na kare bas apne aap par control rakhe. Agar koyi aapse bhala poora ya gaali kahe to aap facebook forum me jaker report kar sakte hai uski. Jisse facebook block kar dega. Facebook par hame yeshi hi services ka laabh milta hai.Facebook agar aap use karna chahte hai to apko uper duye rule ko jaroor manna chahiye.
Facebook Account Kaise Banaye ? Poori Jankari Hindi Me
Facebook par account banana koyi hard work nahi hai. Aaap simple step se facebook id create kar sakte hai bas 1minite me. Iskeliye apke pass kuchh documents hone chahiye jisse pata chal sake ki aap kaha ke hai or kya karte hai. Bese facebook itni bhi jaroori nahi hai ki aap apne jayada documents add kare. Apko bas kuchh hi cheejo ki jaroorat padegi. Aaap neeche ka post read kijiye poori jankari milegi.

Facebook Account Kaise Banaye ?

 Poori Jankari Hindi Me

Facebook par id/account banane ke liye aplo bas mobile number ya email id ki jarooratv padegi. Agar aap apna mobail fb account mobile number se banana chahte hai to mobile number se bana le. Agar apke pass gmail/email account hai to aap usse bhi bana sakte hai.  Agar aap meri mano dono hi tareeke secure hai. Mobile ka or gmail ka. Facebook acount banane ke liye neeche diye hue step follow karo.

Facebook Kya Hai Or Ise Kaise Use Kare ?

Facebook ek online chating, sharing,and online apni profile banani ki site hai. Yaha chahe paisa bala ho ya gareeb sab log yaha free me apni profile bana sakte hai. Agar hame online pahchan banani hai to hame social media par apni pofile banani hogi.  Profile banaen ke liye hame facebook par id/account banana ho ta hai. Iskeliye aap bahut asani se bana sakte hai.

Create Facebook account In hiundi

Ab aap yaha tak a hi gaye hai to apko bhi faceeboo kacount banana hai. Apko kya jitne bhi online busyness men hai sab ki ek facebook profile hoti hai. Aap bhi agar  apni online pahchhan banana chahte hai to Aap ko bhi facebook id banana chahiye. Facebook id/account banane ke liye aao pahle facebook ke home page par jaye. Or baha neeche create an Account par click kare. Ab apke samne Ek page open hoga jisme ek form hoga us form ko apko sahi sahi bharna hai. Iskeliye neeche ke step or photo ko follow karo.
  1. Isme aap apna first name daale
  2. ser name daale
  3. Mobile number ya gmail
  4. Password 8 words ka
  5. date of birth sahi sahi daale
  6. Ling choice kare male ya female
  7. or creat acount par click kare 
Ab apak facebook account ban gaya hai. Ab apko ise verify karna hai. Ab facebook apke pass ek virfy code sen karega jise hame yaha code daal kar virfy karna hai. Agar aapne mobile number se id banayi hai to aap ke mobile par code msg ayega. Agar aap ne gmail se create kiya hai to aap ke gmail par code mail ayega. Jis par aap click karke virefy kar sakte hai. 

Conclusion :

To dosto uper diyye hue step ko follow karke apne facebook id account bana liya hoga. Ab social media ka khoob maza lo. Agar koyi dekkit aye to hame jaroor bataye. Or agar apko age bhi koyi problem aye to aap kabhi bhi hamari site se contect karke pooch ya bata sakte hai. to dosto aj ka ye post Facebook Account Kaise Banaye ? Poori Jankari Hindi Me apko kaisa laga jaroor bataye or like share jaroor kare.

No comments:

Post a Comment