Saturday, May 6, 2017

Blog Post Google Search Result Me Show Nahi Hoto Kya Kare

Blog Post Google Search Result Me Show nahi Hoto Kya Kare, Blog post ko google search result Me top par kaise laye. Dosto aap bhi yesi trick ko khoh rahe hoge. Jab ham blog banate hai. To hame post likhne ki itni knowlage nahi hoti hai or blog par post likhte jate hai. Me apki kyo kahu me apni hi batata hu jab mene blog banayi to mujhe itna sab nahi pata tha par jab time badta gaya bese bese mujhe sahi writing ke baare me pata chalte gaya. Yesa sabhi ke sath hota hai.  Ham bina seo or writring skills ki knowlage ke post likhte hai. Jab ham new hote hai to hame itna achha traffic nahi milta hai, or google se to namumkin hi samjho Kyoki Agar ham bina seo ki knowlage ki post likhege to bo muskil hi hai . Kyoki aaj ke time mw itni saari blog hai or unmese 70% blog par same content hai. Or unmese agar jisne seo ko mana or follow kiya bo serch ingine ka hero hogaya samjho.
.Blog Post Google Search Result Me Show Nahi Hoto Kya Kare
Aap bhi seo ke heo ban sakte hai apko bas apne blog par seo friendly content likhna hai. Seo friendly content likhnne ke liye apko thodi problem to ayegi lekin results achhe milege. Thodi mahnat to karni hi padegi. Seo ek hi nahi hota hai. bo badlata rahta hai or search result bhi badlte rahte hai. 
Isliye post likhe to lekin unhe time time par update jaroor kare. Isse seo bahut improve hota hai. or google bhi like karta hai.
Google hi hai jo apko great bana sakta hai isliye google se friendship karni hogi. Agar ham seo friendly post likhni hogi, tabhi ham google se dosti kar sakte hai. Seo frienfly post likhne ke liye apko bahut saaree baato ka dhayan rakhna hoga. Agar ham yesa nahi karte hai to samjho hamara google search result zero(0) ho jayega. Jisse google me hamare post nahi show hoge. Agar hote hai bhi to bo achhe result par show nahi hoge. Google ek baar me hazaro result show karta hai to show bhi hoge to inhi result me. User hamesha 1ist page baale result par click karte hai jisse ctr improve hota hai. Google ke top page or google search result me ane ke liye apko bahut saare papad belne padege. Agar yesha nahi karege to apke post result me show nahi hoge. Agar aap yitna sab karte hai. Tab bhi apka result zeero(0) hai. to yis post ko full read kare. Apko fayeda jaroor milega.

Blog Post Google Search Result Me Show Nahi Hoto Kya Kare -  Google Search Result Improve Kaise Kare ?

Jab ham blog par postl likhte hai to hame poori seo ki jankari ke sath post likhna chahiye. Agar aap itna kuchh karnne ke baad bhi apko achhe result nahi mile hai. sabse badi galti hai apki blog ki seo setting search engine se agar achha traffic or search engine se dosti karni hai to hame search engine ke rule ko follow karna chahiye. Search engine chahe koyi bhi sabke rule hote hai. Jiase ham apni blog ki privacy policy hoti hai. Jaise ham isme apne rule ko likhta hai readers ke liye bese hi har site har blog har engine ki privacy hoti hai. Hame unki kahe anusar chalna chahiye agar ham unke khilap chalege. To hame ye bhoolna nahi chahiye ki ham jayda time tak nahi tik sakte hai. Agar aap search engines se paresan hai to ye apki galti nahi hai. Ye apki writing skills ki galti hai. Aap agar writing skills ko sudhare ge to apki post achhe result par show hogi.

Blog Post Ko Google Search Result Me Kiaise Laye -
Google Search Result Improve Kaise Kare ?

Blog ko achhe result me lane ke liye hame sabhi seo step follow karne hoge. Seo ko hame batana hoga ki hamari site orginal hai. Ye site ko face nahi hai. Kyoki jab ham seo step follow nahi karte hai to google samjhta hai ki ye site face hai. or iske content bhi. Achhi rank par ane ke liye blog ka seo imrove karna hoga.  Jo bahut hi jaroori hai. Kyoki apki site achhi site ki ginti me aaye or apki site google ki achhi nazar me rahe or google apse friendship kare. Agar aapke post google search result me show nahi ho rahe hai to neeche ka post read kare.

1. Blog Me Meta Tag Description Code Add Kare 

Blog ko seo friendly banane ke liye meta tag description ka most rolr hai. Iski help se ham google or other search engine ko ye bata sakte hai ki ham blog par kis type ke post share karte hai. Blog ke admin ka kya name hai bo kaha hai se. Blog kis topic par hai. Blog kis language me hai. Yesi hi jankari ham meta tag ki help se google and other search engine ko bata sakte hai.Blog Me Meta Tag Description Code Add Kare
Aap uper dee huyi image me dekh sakte hai ki  mere ko search engine me search karoge to Site  ke title neeche kuch keyword show ho rahe hai, bo keyword meta tag ke hai. Joki mene apni blog me add kar rakkhi hai. Isse search engine ko pata chalegga ki yis site par kis topic kis language par post share ki jate hai. Ise hame apne blog me jaroor add karna chahiye jisse hamari site ka seo improve ho sake.

2. Post Me Search Description Ka Use Kare

Agar hame blog post ko top rank tak lana hai. To hame post me search description ka use karna chahiye. Chahe ham 500 word ka post likhe chahe 1000 se 2000 ka word ka, Hame post me search description ka use jaroor use karna chahiye. Agar ham bina search descrioption  ke post ko publish karege to mera manna bhi hai or experiment kiya hua hai ki, agar ham apne post me search dsp use nahi karte hai to post search result se baher hi rahega. Agar aap seo friendly use karte hai to aap ki blog post top rank tak a sakta hai.
Post Me Search Description Ka Use Kare
Aap meri uper dee hue post ko dekh sakte hai. Ki mene usme seo friendly description use karne se meri post top rank yani google search result ke top par show ho rahi hai. Me apko isliye bata raha hu ki jo mene post apko image me dikhaya hai bo ek short post hai. is post ke paragraph  me mene sirf 300 se 400 word hi use kiye use kiye hai bo bhi bas ek heading ke sath tabh bhi ye post top par show ho raha hai. Iska ye matlab hai ki jaroori  nahi hai ki post content 1000 se 2000 word ke beech me ho. Bas ek ho jaroori hai ki post content jitna bhi ho lakin seo friendly ho. chek This post Blogger Blog Me Post Ke Words Cut Rahe Hai To Use Kaise Theek Kare?

3. Use Custom Permalink And short Permalink :

Blog post ko agar google ya other search engine me lana hai to unke search result me to hamare post ka url yani permalink, Permalink ki baat kare to to permalink hamare blog ke domain url ki tarah hai. Jaise hamara domain yani ki site address User ko hamari site tak pahuchata hai theek bese hi permalink user ko hamare post tak. Agar google hamare post ko search result me show nahi karta hai to iski sabse badi bajah kahe to yahi hai. Hame permalink ko apne post me seo friendly permalink use karna chahiye. Or seo friendly banane ke liye seo kahata hai ki post url jitna shot hai utni hi seo ke liye achha hai. chek- Blogspot Blog Me Custom Permalink Kaise Use karte hai. Blog post permalink jitna shot hoga or high quality ka bo utna hi search result me top par ayega. Mene is post me detail se bataya hai ki blog me cutom permalink kaise use kare. 

4. Sumbit Blog SiteMap In Google WebMaster Tool

new blogger ko ye pata nahi hota hai ki google me blog ko sumbit kaise karte hai. Jab badi muskil ke sath apni blog domain/site ko google wapmaster tool me sumbit kar dete hai. Lekin bo blog ke site  map ko webmaster tool me sumbit karna bhool jate hai jisse unke post google search se bahar hote hai. Or unke url wapmaster tool me url sambit nahi ho pate hai. Jisse seo khatre me pad jata hai. Jab ham blog banaye or usme 5-10 post likhne ke baad hamara yahi work hota hai ki ham google or other search engine me apni blog ko sumbit kare. Yahi tareeka hai post ko search result me laane ka. wabmaster tool me apni site ka sitemap yis tarah se sumbit kare.
Blog Post Google Search Result Me Show Nahi Hoto Kya Kare
  1. Sabse Pahle aap google webmaster tool me login kijiye
  2. Crawl click kijiye or Sitemap par
  3. Ab apke saamne ek page open hoga. Jisme Right side me Add Test Sitemap Likha hoga us par click karo,
  4. Ab apke samne ek chota sa page open hoga jisme apko Apni site ke age sitemap.xml type karna hai or Sumbit par click kardena hai. Bas hogaya ab apka blog site map google webmaster tool me sumbit ho gaya hai.
Jab aap apne blog ka site map webmaster tool me sumbit kar lege to dheere dheere apke post url search console me index ho te jayege, jisse aapke url google search me show hone lagege.

5. Social Media Par Post Share Kare.

Aap chahte ki apka post jaldi search me aye to hame apne post ki rank ko badana hoga. Jaise jaise Post par views padte jayege bese bese post ki rank badti jayegi. Yahi fayeda hai social media se hame. Social media par post share karne se hame ek or fayefa milta hai bo hai backlink. High quality backlink paane ke liye social media se achha way or koyi ho hi nahi sakta hai. Social media bahut badi site hai jin se hame high quality backlink or visiter milte hai jisse hamari blog ke post ki hi nahi balki blog ki bhi rank badti hai. 
Social media se achha traffic pane ke liye social share buttons ka use kare.

Conclusion :

To dosto ye tha aaj ka post Blog Post Google Search Result Me Show Nahi Hoto Kya Kare, Agar isme kuch baki hoto jaroor bataye me agle update me jaroor add kardooga Or dosto jo mene bataye hai bo ek dum 100% sahi hai. Jinhe me sabse se jayada use karta hu or kiya hai. Agar aap inhe follow karoge to jaroor fayeda milega. Aagr post passand aya hoto like share comment jaroor kare.

No comments:

Post a Comment