Dosto aap jante hoge ki blog ke liye traffic kitna jaroori hai, Chahe bo organic ho ya social media se, Traffic traffic hota haii. Hame agar apne blog ko age tak le jana hai ya blog ko chalana hai to traffic most importent hai. Me apko aaj bataunga ki blog par social media se high traffic kaise laye. Hame social traffic pane ke liye koyi seo knowlage ki jaroorat nahi padti hai. Agar hame traffic chahiye to jaroori nahi hai ki ham seo par jayada dhayan de. Lekin hame social Traffic ke nase me organic traffic ko nahi bhoolna chahiye. Ye har blogger ke liye importent hai. Social media se hame traffic tabhi milta hai jab hamare post un par share ki jaye. Agar ham kabhi ya kuch time ke liye share nahi kar paye to us din hame traffic nahi milega. Agar milaga to bo pichle link ka. Isliye hame lokal traffic pane ke chakker me. Organic traffic pana nahi bhoolna chahiye. Agar hame social traffc se apne blog ki rank or post ki rank ya seo improve karna hai to social media achha way hai.
Social media se hamare blog ko quality backlink milti hai. Jisse hamara search engine optimazation improve ho ta hai. Jab ham new hote hai blogging me to hame backlink ki bahut jaroorat padti hai. Jaise jab ham bank me acount open karbate hai to hame ek kisi jan pahchan ke bank user ki gabhahi lagti hai. Theek bese hi jab ham blog start karte hai to hame seo improve karne ke liye backlibk banana padta hai. Jo social media se hame bahut hi assani se mil jati hai. Aap soch rahe ki baclink kya hai to ye bahut bada question hai iskeliye hame bahut detail se samjhna padega lekin me apko short me samajhata hu. Backlink hamare blog ke liye bahut hi emporten hai. Agar hame jaldi seo ko improve karna chahte hai to baclink bahut jaroori hai. Backlink bahut tareeko se milti hai. 1 tareeka hai ki kisi blog par comment karke mil jati hai ya post karke iskeliye hame bahut time kharach karna padta hai. Aagr aap ke pass itne paise hai ki aap online backlink creat ya bana sake to iskeliye apko paise dene padege. Or in sab se apko sirf backlink hi milega. Lekin aap free or high quality and jaldi seo imrove karna chahte hai. To apko social media se koyi achha way mil hi nahi sakta hai. Isse apko backlink ke sath sath unlimited traffic bhi milega. Aap ye itna sochiye mat ki apko kitna moliga. Me apko bata doo ki aap jitna jayda share karoge utna jayda traffic milega. Isliye me aj apko social media se traffic pane ke baare me bata raha hu. Get traffic of social media.
Blog Par Social Media Se High Traffic Kaise Laye - Get Traffic For Blog
Social media se achha traffic pana bahut asan hai. Lekin apko kuchh to mahnat karni hi padegi. Aap bhi jante hi hoge ki bina hard work kare kuchh bhi nahi milta hai. Lekin apko jayada mahnat nahi karni padegi. Hame bas apne post ki link ko social media par share karni padegi.Hame sahi jagah sahi media par link ko share karni padegi. Internet par bahut sare social network hai. Hame unme apne post ki link ko post karna hai. Aaap soch rahe hoge ki isse kaise traffic milega to me bata doo ki internet par per day caroro log online rahte hai. or sabhi log har prakar ke hote hai to jab un tak post pahuchega to bo us link par jaroor click karege. Jab bo link par click karege to bo hamari site par a jayege. Jisse hamare blog ka traffic badta hai.
#1: Google+ Plus
Agar apko sabse jayada traffic chahiye to aap ko google plus se jayda kahi bhi traffic milega. Google plus aaj ke time most populer idea and photo and much more sharing media hai. Ye google ka ek develop kiya hua ek product hai jo ise or bhi populer banata hai. Google plus ko google ne 28 june 2011 me start hua tha. Google plus par bahut saare work hote hai example- advirtising, software, communication,develoment tool etc.Jaise feture hai. Ham google plus par 2 tarah se post share kar sakte hai. 1 yese ki ham direct link ko google plus par share kare, or 2 yah tareeka sabse jayda traffic dene baala hai. Hame isme community ko join karke share kar sakte hai. Iskeliye aap apne topic se related community ko join karke post share kare.
#2: Facebook
Facebook ki baat kare to facebook sabse bada chating social network hai. Iske pass million user hai. Jo kayi har ghante online and active rahte hai. Agar ham yisse traffic chahiye to ham isse achha khasa traffic mil sakta hai. Iskeliye apko group join karne hoge. Iskeliiye aap facebook me jakar group ko search karke join kar sakte hai. Yisse bhi achha traffic mil jayega or direct post kare or friends ko bhi share kare. Iskeliye aap neeche ke step follow kare.
- Group Join Kar ke group me post kare.
- Direct Post share kare.
- Friends ko post link send kare or use bhi forword karne ke liye kahe.
- Facebook page banaye or post share karo.
#3: Twitter
Twitter ek profetional Social network hai. Yis par jayda tar profetional log active rahte hai. Twiter ko 21 march 2006 me develop hua tha. Iske aap user ki baat sunege hosh ud jayege iske 319 million user hai. To aap soch sakte hai ki isse apko kitna traffic mil sakta hai. aap user ko follow karke and tweet karke post ko share kar sakte hai. Isse apko unlimited traffic mil sakte hai. Twiter share post link share karne ke liye apko koyi jayada mantra nahi padna padega. Aap simple twitter par jakar acount id banayiye or verify kijiye or simple tweet par jakar aone post ki link share kijiye.
#4: Instagram
Instragram mobile and smartphones me bahut jayada use kiya jata hai. Agar aap mobile user and pc,mac user hai to bhi aap use kar sakte hai. ye bilkul same facebook ki tarah hai. Kuchh feture ki baat kare to yise facebook ki tarah kah sakte hai. yis par post share karne ke liye apko singup karna hoga. Jise aap simple apne facebook acount se connect karke login kar sakte hai. Or post share jkar sakte hai.
#5: Whatsapp
Whatsaap ki duniya kuchh or hi hai. Whatsapp par chatting hi nahi busyness and paise kamane ke bhi tareeke hai. Whatsapp se traffic hame jayada to nahi mil sakta lekin itna to mil sakta hai ki site ko achha responce mil sake. Aap whatsapp se bas utna hi traffic pa sakte hai jitne ki hamare pass contect or friends hai. Aap apne friends and contect or group se traffic mil sakta hai.
Iskeliye sahi tareeka hai ki aap apne friends ko post ki link share karo or usse kaho ki plz share this. Aap plz ise aap apne friends me share kare or friend ko apne friend ko kahne ke liye kahe ki ise share kare. Or group me share jisse apko traffic mil sakta hai. Ek group me 256 se jayada contect to ho nahi sakte isliye aap ko isse jitna ho sake utna traffic jaroor milega.
Iskeliye sahi tareeka hai ki aap apne friends ko post ki link share karo or usse kaho ki plz share this. Aap plz ise aap apne friends me share kare or friend ko apne friend ko kahne ke liye kahe ki ise share kare. Or group me share jisse apko traffic mil sakta hai. Ek group me 256 se jayada contect to ho nahi sakte isliye aap ko isse jitna ho sake utna traffic jaroor milega.
#6: Pinterest And Other Social Network
Pinterest ki baat ham jaroor karege. Kyoki ye bana hi hai idea share karne ke liye. Yis par aap post ki link ko bahut hi easy way se share kar sakte hai. Iskeliye aap ko singup karna padega. Aap singup karne ke liye gmail or direct login and singup kar sakte hai. Or jab aap is par singup karke login karoge to apko isme apne passand ki 4 category choice karni padegi. Jisme bahut sare labels ho te hai. Aap ko jo 4 passand aye aap unhe choice kare. Or action complete kare. Or apne idea share kare. Ham ab other social media ki baat kare to bahut saaree social media hai. aap un par share kare. Mene isme bahi network bataye hai jo me use karta hu or jo simple hai. Linkdin hangout and chat jasi bhi social site hai. Aap in par bhi post share kare jaroor fayeda milega.
Conclusion:
To dosto apko pata chal gaya hoga ki blog ka traffic social se kaise badaye - get traffic of social media. Mene apko jitne bhi treeke bataye hai bo ek dam 100% sahi hai. isse apko jayada se jayda traffic milega. Agar aap jayda traffic chahte hai to aap facebook or google plus par jayda dhayan de. Isse apko unlimated traffic milega lekin aap high quuality backlink chahte hai to aap sabhi par share kare. Apko aaj ka hamara post kaisa laga jaroor bataye. Or like share and subscribe jaroor kare. Get traffic and more traffic of social media.
No comments:
Post a Comment