Hello dosto aaj ham apko fir se ek blog design ke baare me post lekar aye hai. Jisme ham apko twitter follow button ke baare me batayege. Blogger Blog Me Twitter Follow Button Kaise Add Kare ? blog me twitter follow button lagane se ham bahut fayeda hai.
Jaise ki jab hamare visiter ko apki blog ya apke post passand ate hai to aapko bo follow karna chahega. To jab apki blog per follow button hoga to bo asani se apko follow karega. Or ye bhi ho sakta hai ki use apse koyi perssional work ho to bo apse contect karna chahe ga to isliye hame apne blog me social follow button jaroor lagana chahiye. To aaj ham apko twitter follow button ki baat kar rahe hai.

twitter follow button |
Isko blog me lagana bahut hi assan hai. Iskeliye code ata hai, jisse ham blog me button add karte hai. Apko me code de raha hu. use apko apne blog me add karna hai. bas apke blog me twitter blog button add ho jayege. Agar post passand aye to like share jaroor kare.
Blogger Blog Me Twitter Follow Button Kaise Add Kare ?
Step 1: yis code aap copy karle ise hame apne blog me add karna hai. Iskeliye neeche code hai.
No comments:
Post a Comment