Aap to jante hoge ki free video intro maker online Ek online vedeo ka intro vedeo banane baala tool hai. Agar apaka youtube chaanel hai or aap us par vedeo bhi upload karte hoge. Aapne dekha hoga ki bahut saare youtubers ke vedeo par jab aap unhe dekhte hoge to unke play hote hi ek unaka ek intro vedeo ata hai bo vedeo unka intro vedeo hota hai. Jo unke channel ka logo ya name add hota hai. Unhe apne vedeo me intro vedeo lagane se bahut saara fayeda hota hai. Unka asaani channel ka add hota hai or vedeo ka lokk bhi achha hota ho jata hai.
Agar Aap leptop pc use karte hai to aap apne liye softwer se bhi you vedeo ke liye intro vedeo creat kar sakte hai. Yis softwer me bahut saare tool hote hai. Aap un tool ko use kar karke apne you tube channel ke vedeo ke liye intro vedeo crear/bana sakte hai. ye animation vedeo maker softwer isse aap apne youtube ke liye intro vedeo bana sakte hai. click to download. Agar aap online intro vedeo banana chahte hai to aap free video intro maker online ki help leker creat kar sakte hai. Internet par bahut saaree site hai jo online intro vedeo banatee hai. Lekin me aapko yeshi hi achhi site ke baare me batane baala hu jissko ham simple tareeke se hendil kar sakte hai. Agar aap apne youtube channel ke liye intro vedeo banana chahte hai to aap poora post read kijiyega aapko full jankari milegi agar post passand aye to like share comment or subscribe jaroor kare.

YouTube Channel Ke Liye Intro Vedeo Kaise Banaye
Mene uper bhi bata diya hai ki intro vedeo banane ke liye 2 way hai hamare liye. Ek ki ham online se intro vedeo maker softwer ko download karke apne lelptop pc me intro maker softwer ko instell kar le or usse ham creat kare. Ye hamare liye thoda muskil bhi hai or assan bhi hai. Hame isse ye fayeda hoga ki is softwer me ultimate template hogi jo hamare intro vedeo ko bahut hi akarsit bana degi or ham jab chahe apne or doosre ke intro vedeo banaker paise bhi kama sakte hai. or hamare paash dooshra tareeka hai ki ham online free video intro maker online ki help se apne you tube channel ke liye online intro vedeo creat/banaye. Yeshi bahut si site hai jo online intro vedeo creat kar ti hai. Aj ke time ki baat kare to 100 me se 90% youtubers online apne vedeo ke intro vedeo creat karte hai. Kyoki ye bahut hi simple way hai. Aaap is prakar se apne youtube channel ke liye intro vedeo creat kar sakte hai. Aaj ham bhi yisi way se youtube ke liye intro vedeo creat karege.
Youtube Channel/vedeo Ke liye Intro Vedeo Kyo Jaroori Hai ?
Aap to jante hi hoge ki aaj ke time har baat par leker comptetion chalta hai. Aaj sabhi youtubers chahte ki bo no 1 ho jayada paise kamaye or unke vedeo ka look bahut achha ho. Aapne dekha hoga ki aap kisi vedeo ko youtube ko par dekhte hoge to sabse pahle start me ek logo ata hai bo 30 se 40 second ka hota hai. Usi ko intro vedeo kahta hai. Isse views ko ye pata chalta hai ki bo kis channel par hai or uska name kya hai. bo ye sab apke intro vedeo ko dekhkar jan lega. or ho sakta hai ki agar use kuch dekhna hoto bo direct apke channel ko open karega.
Youtube Ke Liye Intro Vedeo Banaye Free Video Intro Maker Online Ki Help Se.
Step 1: Sabse pahle aap freeintromaker.com site per jaye Make intro vedeo par click kare. Ye jaan le ki jo intro vedeo banati hai bo aap ka gmail leti hai hai or apko sing up karna padta hai lekin ye site yeshi nahi hai. Ye aapka time vest nahi karati hai or ye aapko kuch minit me bina singup ke apke youtube vedeo ke liye free intro create karti hai.
Step 2 : Ab apke saamne ek new window open hogi jaha apko apne intro vedeo ke liye template choose karni hai. Apko ko template good loking lage aap use choose kar sakte hai.
Step 3 : Ab aapne apne intro vedeo ke liye template choose kar lee hai. Ab apke saamne ek new window open hogi jaha apko 2 or template dikhayi degi bo template dono efectev hai aapko jo passand aye chunne or un par click kare.
Step 4 : Apne template bhi chun lee hai aab apka kaam hai ki apne intro vedeo ke liye isme aapne passand ka text kaise daale to aab apko ise customize karne ki jaroorat hai. Hame right side me cutomize botton dikh raha hai. Aap baha per click kare.
Step 5 : Ab hamne customize par click kar diya hai. Ab hahamre intro vedeo customize karne ke liye ek new page open hua hai. Ab hame intro vedeo ko cutomize karne ke liye 3 step follow karne hoge. abhi pahla step hai isme hame apne intro vedeo ka size for mate chunna hai. Aap ko theek lage bo chuniye.
Step 6 : Abhi hamne uper ke step me apne veedeo quality formate chune hai. Ab hame yaha apne vedeo ka Title, Subtitle, Or url dalna hai. or prevev intro par click kae de.
Step 7 : Ab apko 3 teshre step me Plan choose karna hai. Me bata doo ki ye free or paid 2 dono hi plan mozood hai. Apko agar premium chahiye to theek hai lekin free chahiye bo theek hai. Lekin abhi ham baat kar rahe hai free plan ki. Ab aap Free Watermark par click kare or Download par click kare.
Bas bhahiyo aapne poore step follow kar liye hai. Mera manna hai ki isse jaldi or koyi site intro vedeo create nahi kar sakti hai. ye site bahut hi famouse site hai iska name hi hai free intro maker Aj ke time bahut saree site premiume intro vedeo creat karti hai. Lekin ye site free intro vedeo creat karti hai or iski koyi limit nahi ki yisse ham kitne intro vedeo kar sakte hai. Isse ham bahut saare intro vedeo bana sakte hai or apne you tube channel or vedeo par add kar sakte hai.

Conclusion :
Agar aap hamare diye hue poore step follow karte hai to aap jarror hi apne youtube channel ya vedeo ke liye free intro vedeo creat kar sakte hai. Agar apko intro vedeo banane me koyi problem aye ya yissme koyi tarah ki galti ya phir apne sawal sujhav hame nechhe comment karke jaroor bataye. or YouTube Channe Ke Liye Intro Vedeo Kaise Banaye - free video intro maker online apko hamara post achha laga hoto like share comment subscribe jaroor kare. Thanks for reading.
No comments:
Post a Comment