Saturday, April 29, 2017

Facebook ki Secuirty Kaise Badaye - Top 5 Secuirty Tips

Hello dosto aj me apkoFacebook ki Secuirty Kaise Badaye - Top 5 Secuirty Tips ke baare me bataunga. Aj ke time me hacking karne ka junnon sabke dil or dimag par chaya hua hai. Hacking ek tarah ka talent hai or ek tarah se crime. Koyi ise apna master mind kahta hai to koyi ise canooni crime kahta hai. Hacking karna agar master mind hai to bo sahi hai ki hacking yese kahne se nahi hoti hai. Hacking karne ke liye master mind hona chahiye isliye kuchh log ise apne dimag ka jadu samjhte hai. Agar ise crime kahe to kanoon ki najar me ye ek crime hi hai or ye 100% crime hai. Hacking se kisi bhi carore pati ko sadak chap bana sakti hai.
Facebook-ki-secuirty-kaise-badaye.jpeg
Hacking ke mamlo me duniya bahut aage a chuki hai. Aj kal hacker itne  bad chuke hai or ish had tak ja chuke hai ki be kisi ka bhi personal acount, documents, email, etc ko bahut hi asani se hack kar lete hai. Agar facebook ki  baat kare to 100 me se 30 user hacking ke sikar hai. Facebook acount kahi tarah se hack hote hai. Isliye hame bhi apni acount/id ko sahi tareeke sav rakhna hai.

Facebook ki Secuirty Kaise Badaye - Top 5 Secuirty Tips

Facebook ki secuirty badana hamare liye bahut hi jaroori hai. Agar ham facebook ya other social network ya or koyi internet seva use karte hai to hame unki secuirty jaroor badani chahiye. Kyoki jab ham in par acount banate hai to hame inme apni jaroori datail add karni padti hai. Isliye acker apki details janne ke liye acount hack karte hai.
Agar aap hacking se bachna chahte hai to apko apne facebook acount ko secure karna padega iskeliye neeche ke step follow karo.

1. Choice A Strong Password

Acount chahe facebook ka ho ya other social network ya phir or koyi site ka. Password hi sabse main hai. Agar hame apne acount ki secuirty badana hai to hame strong password choice karna hoga. Hame yesha password sochna hai jo sabhi ke samajh ke bahar ho. Iskeliye aap Strong Password Generator tool ko use kar sakte hai yaha ap achhe se achhe hard password generator kar sakte hai. Chalo aap baha se to ap generate kar lege ki lekin me yaha kuchh tips bata deta hu.
  • Password me @ # & * $  yese tag use kare
  • Password me apni passand ke kuchh word use kare
  • Password me apni passand ke number use kare
  • Password me capital and later dono word use kare.
Jab aap uper diye step se password generat karoge to kuchh is prakar banega - ilove$#91INDIA joki ye strong password hai.

2.Hide Your Email or Number

Aagar aap facebook ko number se banaya hai to aap ke about me apka number dikhega. Jise koyi bhi dekh sakta hai. Isliye aap apne number ko remove kar de ya only me par click karke hide kar de. Agar aap ne email se banaya hai to aap use bhi hide kar de.

3. Unknow user Ki request ko add ya confirum na kare.

Ap facebook id par unknow friends requst jaroor ate hoge. Apko kya pata ki bo kon hai. Be hacker bhi ho sakte hai. Isliye jise aap jante nahi to aap unhe aap confirum na kare.

4. Unknow apps Me Login Nahi Kare

Ap ne yese bhi apps dekhe hoge jinhe open karne ke liye login magta hai or ligin me facebook, email jaise botton hote hai. Apko baha ek chun kar login karna padta hai isliye aap faltu apps me login na kare.

5. Unknow Link Par Login/click Na Kare.

Bahut saare hackers apke pass ek link send karte hai Id hack karne ke liye. Jab aap us link par click karege to apko usme ek facebook jaisa loging page open hoga. Jisme apko apne facebook ka id password dalna padta hai. Jab aap usme daal kar login karege to baha login nahi hoga balki apki detail jo apne login page par dali hai bo baha hacker ke pass a jati hai isliye app yese login page or link se bachhe agar apke pass msg ta mail bar bar a rahe hai to aap uski complaint jaroor kare.

Conclusion

To dosto ap yesi tricks se apne acount ko hacning se bacha sakte hai. To dosto aj ye post Facebook ki Secuirty Kaise Badaye - Top 5 Secuirty Tips kaisa laga hame  comment karke jaroor bataye. Dosto like share or subscribe jaroor kare.

No comments:

Post a Comment