Sunday, April 2, 2017

Blog Me Responsive Social Media Floating Shar Button Kaise Lagaye

Aap to jante hi hoge ki Hame social media se treffic milna kitna assan lagta hai. Kyoki ham assani se social media par apne blog post ki link apne social media me post kar dete hai or ab me ye nahi kahooga ki isse hame treffic nahi milta hai. hame social media itna treffic mil jata hai ki kass hi hame Search Engine se milta ho. Aaj ke time me Lakho caroro log social media par active rahte hai.
blog me floating share botton kaise lagaye.jpeg
Blog par Hamra treffic hamare social media ke friends se hi nahi aata hai. Hame treffic unke friends ke friends se bhi milta hai. Social media hamare liye bahut hi kam samay me jayada treffic dilane me hamari help karti hai or sirf jab aap social media par post kare tab.

Yese aap ko bahi visiter milte hai. Jo social media par se aye hai or dukh ki baat ye hai ki ham kaha tak post ko share karege. Mano hamare pass Social media se 400 se 500 visiter hai or bahi visiter hai jiske post hamne share kiye the. Hamare internet par kayi prakar ki social site hai kuchh ka hame pata hi nahi hoga to yese hame internet ki sabhi social site se treffic nahi milega. Agar hame social media se jayada se jayada treffic chahiye to hame social media ko janna hoga or unko foollow karna hoga.

Hame agar social media se achha treffic chahye to hame social media ke step follow karna hai. Social media step yani ki apni blog ko social media redy banana ab aap soch rahe hoge ki blog ko social media redy kaise banaya ja sakta hai. To me apko bata doo ki jaise blog ko seo redy banaya ja sakta hai bese hi ham apni blog ko social media redy bana sakte hai.

Agar hame apni blog ko social media redy banana hai to to hame apni blog me kuch social media ke widget lagana hai.

  • Social media follow widget
  • social media Post ke uper or neeche share botton
  • Social media floating botton
Ham abhi baat kar rahe hai social media floating botton ki. Hame ise apne blog par lagane se bahut sara treffic milega. Hamare blog par Kayi google or other search engine se treffic aata hoga. agar hamare organic visiter hi apke post social media par post share karne lage to Sochho hame kitna fayeda hoga.

Jab koyi visiter hamare site par ayege agar use hamara koyi post passand ata hai ya site passand ata hai to bo use use social site par jaroor karega. Agar hamare blog par share botton hi nahi hoge to bo social site par share nahi kar payega or isse hamara bahut loss ho jayega. Agar aapki blog par share botton hoge to visiter asani se social site par share kar sakega.

Isiliye Hame apne blog pae social share botton lagane chahiye. Blog par social floating share botton lagana bahut hi asan hai. aap neeche ke step follow kare. Sase pahle apko social media share botton ko creat karna hoga. Aap heran nahi ho. Me apko poori jankari doonga.

Blog Me Responsive Social Media Floating Sharing Buttons Kaise Add Kare

Floating share botton creat kiye jate hai. Mene alredy apke liye online creat kar chuka hu aap simple treeke se apne blog me add kar sakte hai lekin ye dhayan me rakhna hoga ki ye mene online share botton provid karni baali site se liya hai. Isme apko koyi bhi editing nahi karni hai. Agar aap karte hai to bo script code bekar ho jayega. Isliye jaisa me kahu baisa karna hai.

Step 1 :

Me jo code de rahu bo other site se link hai isliye apko isme koyi bhi editing nahi karni hai. Iskeliye apko me neeche code de raha hu use copy karla Ctrl+c hai.

Is code ko copy karle or kahi note pad me past karde.

Step 2 :

Aap ne code to copy karliya hai or note pad me past bhi kardiya hoga ab aap necche ke step follow karo.
blog me social floating.jpeg
  • Apne blogger acount me Singin kare.
  •  Ab theem par click kare.
  • Edit html par click kare
  • Ab aap apne keybord se ctrl+f  key babaye.
  • Or usme </body> type karke enter botton dabaye.
  • Or </body> ke theek uper Jo hamne code copy kiya tha use past karde.
  • Past karne ke bad save template par click kar do.
Uper dee hue process apke blog par floating share botton show hone lage ge. Agar apko koyi problem aye to neeche be hichhik  comment kare me jaroor reply karoonga.

Last Word :

Bhai me jo bhi apni blog par new design karta hu bo apke sath share karta hu kyoki me sabhi blogger ki help karna chahta hu. Agar apko post passand aya hoto comment jaroor kare or like share subscribe jaroor kare. thanks

No comments:

Post a Comment