Friday, April 14, 2017

Internet Fast Browsing Ke LiyeTop 5 Best Internet Fasted Browser Mobile Apps

Hello reader आप को तो पता होगा कि आज के समय में बच्चा हो या वडा सभी intenet से जुडे है. Aap sabhi daily interner per bahut saree chatting or work karte hoge. Aap agar online achha work ya chatting karte hoge to aap apne mobail me achhe browser use karte hoge. Agar aap abhi tak achhe browser use nahi ki hai. Aap abhi tak old version ke mobail app use kar rahe hai to aap ne apna bahut saara nuksaan uthaya hai. Agar apka internet slow chalta hai to bo apke browser ki galti se kyoki aap abhi bhi old version ke aap use kar rahe hai. Isse apka data bhi bahut loss hota hai Agar aap achhe browser use kar rahe hai jinki fasted quality hai to aap ko koyi problem nahi hai.
Internet-fast-browsing-ke-liye-top-5-mobail-app-browser
Agar aap chahte ki aap ke pass bhi low sever me bhi fast internet speed ho to aapko iskeliye fasted internet browsing speed dene baale browser use karne hoge. Agar aap fasted internet browsing provid karne baale browser use karege to aapka internet low server me bhi fast internet chalega. Agar aap soch rahe hoge ki ye fasted internet speed dene baale browser kon hai or inhe kaha se download kare. Isleliye me aapko 5 best fast internet speed provid karne baale browser ke name bataunga jo abhi ke time ke fast internet speed dene browser me se ek hai. Or rahi baat download ki to me neeche link de raha hu jinhe aap asaani se click kar ke playstore se download kar sakte hai.

Internet Fast Browsing Ke Liye Top 5 Best Mobile App Browser

Apke pass bahut saare abhi browser hoge kuch low quality ke hoge or kuchh high quality ke hoge. Apne inhe sayad kabhi use kiya ho ya na kiya ho lekin ye aap bahut internet fast speet dete hai. Yis apps ko aap asaani se google play store se download kar sakte hai.

Dolphin Browser Mobail App :

Dolphin browser ab tak ka bahut hi fasted internet browser hai. Dolphin browser ne fasted internet browsing ke mamle me sabhi browser ko peeche chod diya hai. Or isne fasted internet browsing me safallta mili hai. Yah logo ke liye bahut hi passand deeda browser raha hai. Agar aap live internet work ya whating karna chahte hai to isse achha internet fast browser mobail app nahi hai.
Mobail-ki-internet-speed-kaise-badaye.jpeg
Aapko uper download botton dikh raha hai. Aap us pae click karke Download kar sakte hai. Yiska total size 17 mb ka hai. Iske liye apke mobail enuf space hogi.

Fire Fox Fast Internet Browser :

Fire fox web browser ki baat kare to ye browser bahut hi lambe samay se browsing ki duniya me samil hai. Abhi koyi browser isske mukable lambe time tak nahi chal paya. Iski lambe samay tak chalne ki ek hi bajah hai ki isme aaye din apne fetures me badlao karta rahta hai or unme kuch naye naye feture add karta rahta hai. Yah sabse pahle mobail browser ke roop me deplop hua tha lekin aaj ke time ise windows, pc me use kiya ja raha hai. Yah ek sakti saali internet fast speed web browser hai.
Mobile-me-fast-internet-kaise-chalaye.jpeg
Ye bahut hi simple or fasted browser hai. Internet ko fast a
Speed dene me. Or isko manage karna bahut saral hai. Iska simple look apko chalane bahut help karega. Agar aap ise download karna chahe to aap ise simple step se google play store se download kar sakte hai. Or iska size bhi jayada nahi hai bas 28 mb ka hai.

Chrome Browser - Google :

Ab baari hai unki jo browsing ki duniya me hi nahi inhone apne deffrent deffrent work se apni duniya me kuchh sabse alag hi image banayi hai. Ham baat kar rahe google ki. Aj ke time me google ko kon nahi janta hai. Bhale hi ye america ki internet provider compny ho. Agae aap internet learn start karte hai to bo google search engine se hi hote hai. Google aaj ke time ka bahut bada search engine hai. Google abhi tak bahut saree service provide ki jisme bahut saree service atee hai or google chrome unmese ek hai. Ise google ne apne search engine ko aage badane ke liye hi deplop kiya tha kyoki google apne user ke liye kuch esee service provide karna chahta tha jo sirf google chrome browser se hi ho sakti thi. Aaj ke time ye mobail user tak hi nahi chalta hai yah pc window ke lite mozood hai or use user chala rahe hai or like bhi karte hai.
Aap ise google play store se google chrome ko download kar sakte hai iskeliye mene uper download botton add kiya hai aap us par click kar ke download kar sakte hai.

Uc Browser :

Hamari soochi me bahut saare browser hoge lekin yesha browser nahi hoga. Is browser ki jitni tareef karo to utni hi kam hai. Uc browser ne sabse kam time intni achhi browsong point me image banayi hai. Is browser ko jayada time nahi hue hai. Iski internet fast speed ka kuchh alag hi andaz hai. Aap agar ise use kar rahe hai to meri maano aap iske deewane hoge or agar aap ne abhi tak ise use nahi kiya hai to aap download kijiye aap bhi iske deewane hai. Lekin isse blogger ko bahut loss hua hai
Agar aapne blog banayi hai or us par ads lagaye hai to vo uc browser par show nahi hote hoge. Kyoki ise kuchh alag hi banaya hai. 

puffin Web Browser :

Me puffin web browser ke baare jitna janta hu me utna hu kahuga ki ek bahut hi imternet fast barowser hai. Aap soch rahe hoge ki uper bhi mene sabhi ko internet fast browser bola hai to bata doonga ki sabse better hai. Bo sab tabhi fast chalege jab unhe medium server mile to be unme bhi manage kar lege lekin yise low server me bhi use kar sakte hai. Hamare liye ye kushi ki baat hai ki agar aap mobail par computer ka maza lena chahte hai to aap puffin web browser ko use kijiye isme bahut saare feture hote hai jisse aap apne work ko bhi assan kar sakte hai. Agae aap blogger hai or aap mobail se blogging karna chahte hai to aap puffin web browser ko use kare.
Puffin bahut hi populer web browser hai. Aaj ke time har mobail blogger ise use kar raha hai ise aap bhi kijiye or iski internet fast browsing ka maja lijiye. Ise download karne ke liye mene uper botton add kiya hai jis par aap click karke google play store se instell kar sakte hai.

Conclusion :

Amdroid mobail ke liye mere pass bahut see trick hai. Agar aap chahte hai aapke liye or trick post karoo to iskeliye aap hamare post nechhe apne sawal jawab comment ke jariye jaroor batayiega or aaj ye hamara post apko kaisa laga aap hame jaroor bataye or like comment share or subscribe jarooe kare. Jay hind

No comments:

Post a Comment