Sunday, February 26, 2017

Blogger Blog Se Powerd By Blogger Kaise Remove/delet Kare ?

Hai well-come or mai Rupendra kumarAj Ham apko batane bale hai ki blogspot blog se Powerd By Blogger kaise remove karte hai. or iske kya fayde hai. kyoki iski bajah hamare blog website ka look kharab ho jata he. ham apni blog jada se jada degain karte he lekin jab hame ye dikhta he to hamare man me bas yahi  baat ati he ki ise kaise hataye, or ham thaan lete he ki ise hatana he or ham blog ki coding ko ched dete he iski bajah se ham bahut sari galtiya kardete he or hamare blog ki seting or look kharab ke sath sath bahut sara nuksan bhukatna padta he.


blog se powerd blogger kaise remove kare



Lekin me esa nahi hone dooga me apki  poori help karooga kyoki me ek blogger ke sath ek websiner bhi hu isliye mujhe coding bahut acchi tareeke se ati he or me use tareeke se apki help karooka to chalte he apne topic ki or.



Blogspot Blog se Powerd  Blogger Hatane Ke Fayede.


Isse Apko Bahut Sara Fayeda Hai Koki jab koi visiter  kisi Site par jata hai To bo site ko dekhta hai ki oh dekhta hai kibo Kis platform par bani hai. jab bohamari detail dekhega to use jab Blogger Dikhega
to samajh jayega or oh us Site ko yato Band kardega ya phir thoda time Read karega or off kardega.



1. Isse Apki Blog Wapsite Ki Tarah To dikhegi Or koi

ye bhi nahi janega ki Apki site/blog free pletform par bani 
hai.
2.Isse Apki Site ka Look Bhi Bahuit Acchha ho Jayega.
or apki blog simple look me a jaye gi



To chalte hai ki powerd by Blogger kaise remove kare.


Blog Se Powerd By Blogger Kaise Remove Karte hai Step By Step ?




Pahle ham janege ki ye kaha likha hota he. Ye hamari leyout me ek widget hota he jaha ye save hota he. Lekin ham baha se use remove nahi kar sakte he, Ham pahle leyout me jaye>phir baha attribution me >



save remove



phir jab hame waha par ek new window dikhayi deti jaha ham dekhte he ki baha par sirp do hi bikalp hote he SAVE or CENCEL ka,kyoki bo hamari blog templet ke html me lock hota he, isliye ham use hatane ke html code se unlock karte he.Iskeliye ap neche step follow kare.




Step1: 1.Apne blogger acount par login kare.

22.Templet par click kare 
S
3. Edit Html par click kare.


edit html for begginers
a


Ap apko uper jump to widget dikhayi deraha hai us par click kare or attributton par click kare.


jump to widget


Phir hamare samne ek code ata he jisme attribution loked he uske age 'true' likha he hame uski jagah 'false' likhna he bas ap save templet par ok kar de.



ep

Step2: Ab app blogger ke leyout par jaye or Attribution.par click kare or baha par ab remove ka botton a raha hai, use remove par click kare or save agreement par click kare.


remove kare


Bas apka powerd blogger remove ho gaya hai. koi problem aye to neeche comment jaroor kare

Thursday, February 23, 2017

Top 5 Search Engines In The World

Aj ke time me internet ka badta huya upyoge Ye sawit karta hai, Ki aj ke time me  internet kitna upyogi ho gaya or ho kyo bhi na  jisko bhi dekho bo chating, padai, marketing,  beseiness, online work, store, shoping, etc. Jaise kayi online work ho rahe hai. Ab hame hi dekhlo ham online blogging kar rahe hai, or usse paise bhi kama rahe hai. Yese hi hanare internet world me bahut sare work ho rahe hai, or hamare work ho asaan karta hai, search engines hamare internet world me bahut sare search ingine hai lekin unme se kuch hi success hai or kayi ese hi faltu hai.
duniya ke top 5 search engine

 Me yah nahi kah raha hu ki inka internet par koi kam nahi hai, inka kaam hai, lekin kuch search engines ki defrents quality hai. Lekin aj ke samay me sabse jada powerfull search engine hai to bo hai google search kyoki iske tool bbahut hi asaan hai or bo apne har user koo bahut  hi kam time me sahi result search karta hai. Aj yese hi jankari ham isi post me read karege  please ise full read kare or share kare.

Search Result


 Top 5 Best Search Engines In The World

Search engine ka work hota hai ki hamare user  ko sahi jankari de jo bo search kar raha hota hai. Search engines ke sever softwer itne high hote hai ki bo 1 second se kam bhi time me data search kar leta hai. Search engine par search kiye hamare word ko oh bahut sare result me dikhata hai, kyoki hamne jo type kiya hai bo usko bahut sare result me isliye show karta hai ki uske pass bahut result hai to bo hame hamare keyword search ke anusar hamari screen par show karta hai. Agar apko phir bhi result show na ho to app google ki search polecy read karo solution jaroor milega.hamare internet world me Bese to kai hai search Engine hai, lekin jo ab tak no1 hai bahi ki ham baat karege.

Google: The america search engine-

www.google.com


Google american compny hai. Google abtak kayi servise internet par uplabdh kar chuki hai, jisme google adword, youtube, adsence,google voice, etc uplabdh hai. Aj ke samay me google par parday user sabhi search engines ke mukable 70% se bhi jada hai. Google jadatar paisa apni 2 sevise jada kamata hai, Google adsence or adword, inhi 2 servise se google ki earning 85% se bhi jada hai. Adword ko  स्टैनफोर्ड विश्वविद्यालय ke do student  लैरी पेज और सर्गेई ब्रिन  ne banaya tha jisse google ka bahut adsmarketing badi.


www.bing.com

Bink ek search engine hai jise 29 muy 2009 ko microsoft ne deplop kiya tha. Pahle yah live search name jana jata tha jise naya name dekar Bing de diya gaya. Bing google ke baad doosra search engina hai.

Yahoo: 

https://in.yahoo.com

Yahoo search ko yahoo ne 1 march 1995  me banaya tha. Lekin baad me ise bing ke sath banaya gaya jisse iske sabhi search bing ki help see show kiya jata hai. yahoo poori world me 3 rank par hai.

Ask:

ask.com

Ask search engine ko 1996 garrett gruener and scott garell ne banaya tha. ask.com ke searching softwer ko goury chevski ne deplop ki tha.  ask ke tarah ka question ka answer denebala search enngine hai. isne apna reletion google kev sath karna chaha lekin usme success na hone par usne apne question answer site ke banne bale apne search engine bale mool ko delet kar diya.

Baidu:

baidu

Baidu search engine chaina lengues me hai. Ye search engine chaina and japani ke liye hi khas hai. jise normal tareeke se baidu kahte hai.
Baidu hamare liye upyogi nahi hamare solution ke liye duniya ke bahut se search engines me se hamare liye kuchh hi helpfull hai.
Last word:
Hamara ye post apko sirf inki jankari dena tha agar hamara post passand aya hoto liye share comment jaroor kare.
Thanks

Saturday, February 18, 2017

Blog ka Body Background Color Kaise Change Kare?

Bhai aj ham bahut ki bade topic par baat karege joki hai, blog ka body background color kaise change kare.Ye har new blogger ke mind ka question hota hai. Yesi abhi kai blog hai jo abhi bhi apne blog desin nahi kiya hoga, kyoki desain karne ke liye hame coding jaroorat padti hai, jiske liye hame bahut samay chahiye lekin heran nahi ho, Me bahut hi jald apni site par full webdesin corse post karne baala hu, lekin abhi ham apne topic par ate hai or ham apne blog templet ka body background color change karte hai.
blogger blog ka body background color kaise change kare

Body Background Color Hota Kya Hai-


Har templet me deffrent color use hote hai.
Body background color hamare templet ka sabse neeche ka color hota hai. Matlab ki jiske uper hamari blog site ka logo, navigation, widget, footer widget, Post, comment, Short me kahu to hamare site ka poora contect uper hota hai, or sabse neeche ka jo color hota hai, bahi hamare body ka main color hota hai.

Blog ka Background Color Kaise Change Kare?


Sabse pahle blogger par login kijiye→ phir templet→or phir edit html par click kijiye. neeche screen shot dekhe-



Ab ap apne coputer/leptop se ctrl or f ek sath dabaye. ap apke samne ek chota sa search box open hoga, usme ap ]]></b:skin>  ctrl+v dabakar pest karde or search kare.


blogger edit html


Ab ap ap is code   


Ko ]]></b:skin> ke theek uper past kar de agar apko or koi defrent color use karna chahte hai to #fff ki jagah apne color ke pasand ka code select kare ye white color ka code hai. or save templet par ok kar de. Bas apke blogger templet ka background color change ho gaya hai.agar koi problem aye to hame comment jaroor kare.

Saturday, February 11, 2017

Blogger Blog Me Post Ke Words Cut Rahe Hai To Use Kaise Theek Kare?

Bese blogger blog  ke liye free  por paid templet internet par uplabdh hai. Yesi dikkit bahut saree templet me ati hai, Lekin yisme templet ka koi dosh nahi hai bo  Browser ki problem hai. Kyoki yese kai browser  hai jo blogger templet ko full support  nahi karte hai, Leki ye problem sirf mobail me ati hai. Ye problem pc mai nahi hoti hai.
blogger.com
Mai apko poora solution doonga jisse ap asaani se kar sakte hai. Ap poora post reed kare, or share jaroor kare.

Blogger Blog Me Post Ke Cutte Words Kaise Theek Kare?

Sabse pahle app Blogger par singin kare>> phir templet par click karke phir edit html par click kare.
blogger.com
Phir ctrl+f  key dabakar post { float: Search kijiye phir apke samne post float: ke age left  ki jagah center Likhna or save templet par click karde.

 Bas ho gaya. Agar or koi problem aye to comment jaroor kare. or social site par jaroor share kare.
    

Friday, February 10, 2017

Image Ka Size Chota kaise kare (Bina Image Ki Quality Kharab Kiye).

Hello bloggers ap bhi chahte he ki ap jo apne blog post me image use kar rahehe.Uski image ka size chota ho.Kyoki uski bajah se hamara post jaldi open nahi  hota hai.Jab ham apne post me jada badi zise ka image
use karte he to uski bajah se hamara post open loding jada ho jati he.Agar hamara post load bhi ho jata he to image bahut time leti  hai load hone me. Jiski bajah se hamare visiter ko  kafi problem ka samna karna padta he or iski bajah se hamare seo par efect padta hai. Kabhi kabhi jab kahi server low hote hai to hamara image sow hi nahi hota.
image ka size chota kaise kare

Apko me bahut hi asan tareeka batunga jiski madad se hamare image ka size bahut hi kam kar sakte hai. Ap is post ko full read kare or soicial media par jaroor share kare.


Image Ka Size Chota Kaise Kare ?

Image ka size chota karna bahut hi aan hai. Ham apko online image ka size karna shikhayege bo bhi bahut hi asaan tareeke se. Sabse pahle ap compressnow.com par jaye. Phir apke samne ek page open hoga jisme 
apko image upload karna hai. Phir compress image par click kare.
Compress image par click karte hee. Apki image compress ho chuki hai. agar apko image ka size pasand na aye to image compression lavel slide se kar sakte hai phir neeche download button par click kare
Ab apki image ka size chota hone ke sath sath Download bhi ho chuki hai. Hamara ye post kaisa laga hame neche comment karke jaroor bataye.

Thursday, February 9, 2017

Android Mobile App Kaise Banaye - How To Create Mobile App

Mobile app kaise banaye android mobile app kaise banaye. Apni Website ka android moile app kaise banaye in this tutorial. Hello readers aapko Aap to jante hi hoge aaj ke time me mobil hamare liye kitna usefull hogaya. chote ya  ya bade sabhi aaj mobail per dhayan dete hai. Ham perday apne mobail me kuch naya naya karte hai or kuch naya chahte hai. Ham perday apne mobail me naye naye apps instell or unistell karte hoge. Aapko sayad pata nahi hoga ki ye mobail app kaha se ate hai or kahha creat hhote hai. or inhe kon creat karta hai. Mobail app ko koyi god ne nahi banaya hai  Hamari trah. Mobail aap ko hami me se kisi ne banaya hai. Agar aap bhi android mobail banane ke sokeen hai to aap bhi mobail app bana sakte hai. Iske liye aapko coding ki jaroorat hoti hai. Agar aapko coding nahi ati hai to dont wary me bataunga ki online mobail kaise banate hai. Agar aap android, windows, ios, mak, koyi bhi mobail use karte hai to aap iskeliye assani se mobail app creat kar sakte hai.
Android-mobail-app-kaise-banaye-online-app-builder-ki-help-se.jpeg

Agar aapke pass website hai to aap apni website ka mobail app bana sakte hai. Agar apke pass website nahi hai to aap ur kisi topic par mobail aap bana sakte hai. Agar aap android mobail app banaker paise kamana chahte hai to aap online mobail app create kar ke paise nahi kama sakte hai. kyoki agar hame mobail app se paise kakane hai to hame apne app me ads show karne hoge jo online mobail app creat karne baale app me tool nahi hota hai ads lagane ka. Agar apko android mobail app banaker paise kamane hai to apko full css or html ki coding learn karke apne khud mobail app deplop karne hoge.

Mobail App Kaise Banaye - Online Android App Kaise Banaye ?

Me apko uper bhi bata chuka hu ki agar hame paise kamane ke liye mobile app banana hai to hame coding ki basic jamkari honi Chahiye. Agar ham apni site ka mobile app ya Android mobile app bana rahe hai to ham online apne site ka mobile app bana sakte hai. Iske liye hame kisi bhi coding ki jaroorat nahi padti hai. Hame yeshi internet par bahur si site mil gayegi jo online mobile app create karti hai. Aap inse apni site ka free mobile android app bana sakte hai. Agar aap paise kamane ke liye mobile app banana chahte hai to aapko coding learn karni hogi. Ab aap soch rahe hoge ki Android mobile liye coding kon si hogi or kaha se learn kare. Don't wary aap ko me coding sheekhayunga bas apko nechhe comment karna hai ki muhe coding learn karna hai. Me apki comment ka reply karke. Apni site par coding ka tutorial post karne laguga. Apko apne hatho se android mobile deplop karke liye nechhe ki coding ki learn karni padegi.
Html  :  Agar aap kuch shekhane ke liye android mobile app banana chahte ya profetional app banana chahte hai. Apko html coding ki help to leni hi padegi.
Css : Yesha hi css ki coding hai. Ham css ko android mobail banane me design karne ka kaam karti hai. App chhahe jitna bada apps bana le lekin apko iski 100% help lki jaroorat padegi.

Android Mobile App Kaise Banaye ?

Ye bahut hi simple tareeka hai android mobile app banane ka. Kyoki isme hame koi coding ki jaroorat nahi padti hai. Ham baat kar rahe hai android apps online banane baali website ki jo bilkul free apps provid karti hai. Is apps me apps to unka hota hai par name or url tumhara hota hai. Bese kai site hai jo apps banati hai. Lekin ek site hai jo bahut populer hai bo site hai appsgeyser ki iske apps bahut hi best hote hai. 
Ham is post me website ka apps  banayege.
create mobile app online step 1:                                                           

Sabse pahle ap appsgeyser site ki home page par jaye. Phir creat app s par click kare
free online mobile app builder
create mobile app online step 2:                                                      
Phir apke samne ek new window open hogi jisme bahut saree topics hoge. Lekin hame to website ka app banana hai. Isliye ham website choose karege.
(free online mobile app builder)
create mobail app online step 3:                                                        
(free online mobile app builder)


(free online mobile app builder)

(free online mobile app builder)
  1. Pahle baale me apko apne website ka url dalna hai.
  2. Doosre me apko apne app ka name daalna hai.
  3. Teesre me apko apne app ka description dalna hai.
  4. chothe me apko apne app icon dalna haia to custom icon par click karna hai or icon upload karna hai. agar apko nahi dalna hai to ap defult icon par click karde.
Create mobail app online step 4:                                                            
Ab ap saree jankari sahi sahi bharkar ctreate app par click karde.
(free online mobile app builder)

Phir ap apne app ka live previev bhi dekhle ki app kaisa hai.
Craet mobail app online step 5                                                                
Ab apka apps to ban gaya lekin apko download karna hai. Lekin ise download karne ke liye apko singin
karna hoga. ap simple hi facebook se singin kar sakte hai.
(free online mobile app builder)
Or iske baat download button par click karke ise download kar sakte hai.
Mujhe apse ummeed hai ki apko online apps banana acche se learn kar liya hoga. Agar koi problem aye to comment jaroor kare. Thanks

Sunday, February 5, 2017

YouTube Vedeo Download Kaise Kare

Welcome friends Youtube ek bahut hi populer vedeo sharing site hai.Jise paypal ke 3 karamchariyo ne 2005 banaya tha.Pahle se laker ab tak YouTube bahut badal gaya hai.Aj ke samay me youtube pe karoro vedeo hai.Jo other site par nahi hai.
Youtube se vedeo download kaise kare?


Kyo ki iski ek bahut badi baat  ye hai ki youtube se paisa kamana.Lakho log apne knowlage ke anusar vedeo banakar youtube par upload karte hai.jisse unhe good earing hoti hai.Ap bhi you tube sai paisa kama sakte hai.Aj ham baat karege youtube vedeo ko without vedeo downloader softwer kai. Youtube se vedeo download kaise kare.

YouTube Se Vedeo Download Kaise Kare(With out video downloader  )?  

Youtube se vedeo download karne ke liye Destop pc or mobail ke liye bahut sare apps or softwer hai.Lekin kuch yasi bhi website hai jo online server ki help se vedeo ko download karne poori help karti hai.Lekin ham bahut saral tareeke se youtube vedeo download karege.jissme ham bahut hi asani se youtube vedeo download kar sakte hai.Ham youtube se vedeo download karne ke liye step by step me  sheekhege.

 Go to YouTube Home Page-

  • 1. Sabse pahle ap Youtube ke home page par jaye.Baha ap  apni pasand ka vedeo search kare.Phir ap youtube vedeo ki link dekhe usme www. ke baad ya youtube ke age ss lagana hai.

youtube se vedeo download kare


  • 2. phir Enter press dabaye (us link par click kare.

Phir apke samne ek new window open hogi.jisme apke vedeo ki picture hogi.
how to download youtube vedeo without any downloader softwer


  • 3. Phir apko pahle apne vedeo ka formate choose karna hai.Ap jis formate me  vedeo download karna chahte hai bo select kare.
  • 4. Phir download button par click kare bas ho gaya ab apka vedeo download hone laga hai.

I hope apko ye hamara post pasand aya hoga. Or koi help ke liye neeche comment box me comment jaroor kare.